Salat ki Iqamat kya hay

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
صلوت کیا ہے! قرآن مجید کی من مانی توجیح کرکے نئے دین کی بنیاد رکھنے والوں کو جواب

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
مسلمان رسول الله کے زمانے سے صلات قائم کرتے آئیں. برصغیر پاک و ہند میں فارسی زبان کے اثر و رسوخ کے سبب صلات کو نماز کہہ دیا کہا جاتا ہے. منکرین قرآن و حدیث اپنا چورن بیچنے کے لئے صلوت اور نماز کو دو الگ چیزیں بتاتے ہیں حالانکہ یہ ایک ہی عمل کے دو نام ہیں
 
Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
The anti-Quranic cult will not come out of the shackles of their mullahs and ancestors, and they will keep following the counterfeit man-made religion blindly.
It is no surprise that Muslims are at the bottom of all areas of life and dignity since these fanatics prioritize man-made literature over the Quran. This is why they are lost and errant.
 
taban

Chief Minister (5k+ posts)
مسلمان رسول الله کے زمانے سے صلات قائم کرتے آئیں. برصغیر پاک و ہند میں فارسی زبان کے اثر و رسوخ کے سبب صلات کو نماز کہہ دیا کہا جاتا ہے. منکرین قرآن و حدیث اپنا چورن بیچنے کے لئے صلوت اور نماز کو دو الگ چیزیں بتاتے ہیں حالانکہ یہ ایک ہی عمل کے دو نام ہیں
اگر قرآن اردو میں نازل ہوا ہوتا تو صلات کی جگہ نماز ہی لکھا ہوتا اور یہ لوگ اپنا اپنا چورن کسی اور طریقے سے بیچنے کی کوشش کرتے بلکہ عربوں کو سمجھاتے کہ نماز کا مطلب صلات نہیں ہوتا بہر حال اسلام ایک ایسا دین ہے جو دنیا میں سب سے زیادہ ڈسکسس ہوتا ہے اور سب سے زیادہ لوگ بھی اسلام سے ہی نتھی ہونا چاہتے ہیں اور سب زیادہ مسلمان ہی اسلام پر تنقید کرتے ہیں میں تو بس یہ ہی کہتا ہوں کہ

دیکھ دا جاندا رہ جمہورے
 
Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
Assuming that Salaat refers to "Namaz", would anyone mind explaining the specifics of how to perform Namaz in accordance with the Quran?
Remember that, "the Quran is complete and detailed".
 
atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
قرآن مجید میں صلوۃ قائم کرنے کے احکامات موجود ہیں۔ رسول اللہ اور اصحاب حالت جنگ میں نماز کیسے ادا کریں اس کا طریقہ کار بھی موجود ہے اور قیام، رکوع، سجدہ کیسے کرنا ہے سنت بتاتی ہے۔
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
صلوت کیا ہے! قرآن مجید کی من مانی توجیح کرکے نئے دین کی بنیاد رکھنے والوں کو جواب

dr israr sb ke khayalaat drust nahin hen kyunkeh in main deegar mullaan hi ki tarah drust sayaaqo sabaaq ka bilkul hi khayaal nahin rakha gayaa.

dr sb ka aqeeda ye tha keh khudaa ne insaanu ko imtihaan main daalne ke liye peda kiya hai. mere nazdeek ye aqeeda kufar hai. wajah ye hai keh isse khudaa ki zaat per harf aata hai jo quraan main baar baar yahee dawaa kerta hai keh us ki zaat main sirf aur sirf khoobiyan hi khoobiyan hen.

ab is baat main kia khoobi hai keh khudaa apni khushi ke liye insaanu ko bila zaroorat dukh main mubtila kere?

aap zara sochen is baat ko keh aakhir khudaa ko aisi kon si zaroorat pad gayee thi keh usse kaainaat ko peda kerna pada? mere nazdeek is ka sirf aur sirf yahee jawaab drust hai keh us ne chahaa keh woh apni mojoodagi ka izhaar kere.

ab us ke siwaa to koi aur tha hi nahin to woh apni mojoodagi ka izhaar kis ke liye kerta? issi liye us ne kaainaat ko peda kiya. isse us ki qudrat ka izhaar ho gayaa. laikin is izhaar ko paane ke liye us ne insaan ko peda kiya. sirf aur sirf insaan hi azaadi se apni raaye qaaim ker sakta hai is kaainaat main khudaa ke baare main deegar ashyaa nahin.

khudaa kyunkeh sirf aur sirf khoobiyun ka hi maalik hai issi liye us ne insaanu ko apni khoobiyun ke izhaar ke liye hidaayat ka bandobast kiya. taa keh insaan aik behtareen insaani maashra banaayen jis main khudaa ki khoobiyun ka izhaar ho sake. yahee wajah hai asal deene islam sirf aur sirf woh zindagi guzaarne ka drust raasta hai jo khudaa ke insaanu ko diye ge is maqsad ko poora ker sakta hai. yaani behtareen insaani maashra asal deene islam ko theek tarah se samjhe aur us per per theek tarah se amal kiye baghair wajood main aa hi nahin sakta na hi laaya jaa sakta hai.

ab aap sochen kia aik behtareen insaani maashra un baatun se wajood main aa sakta hai jin ko aap jaise log asal deene islam ke paanch arkaan kehte hen? her giz nahin. agar main ghalat keh rahaa hun to aap mujhe ghalat saabit karen? main aap jaise logoon ki baatun ko ghalat saabit ker sakta hun magar aap meri baatun ko is maamle main ghalat saabit ker hi nahin sakte.

issi liye aap ka ye kehna bhi bikul ghalat baat hai keh falaan quraan ki man maani tafseer kerta hai. kyunkeh aap khud quraan ki drust tafseer bilkul hi nahin jaante.

her woh tafseere quraani ghalat hai jo logoon ko ye bataati hai keh islam mazhab hai ya islam mazhab aur deen ki mixture hai. aisa her giz nahin hai. islam sirf aur sirf deen hai. deen ka matlab nizaam ya zindagi guzaarne ka raasta nahin hai. balkeh deen ka quraani matlab ye hai keh woh raasta jo khudaa ne insaanu ko bataaya hai zindagi guzaarne ka aur is liye bataaya hai kyunkeh khudaa ne insaanu ko aik maqsad poora kerne ke liye banaay hai aur woh maqsad poora issi tareeqe se ho sakta hai aur kisi tareeqe se nahin.

jin logoon ne islam ko mazhab ya mazhab aur deen banaaya tha woh aik to bahot bade jahil the aur doosra bahot bade hatdharam log the. issi liye aaj bhi un ke perokaar waise hi hen. un logoon ne asal deene islam ki koi khidmat nahin ki balkeh ulta insaaniyat ko shadeed nuqsaan hi pohnchaaya hai asal deene islam se logoon ko door ker ke mazhab ke zariye.

mazhabi rasoomaat se insaani maashre per sirf aur sirf bura asar hi pad sakta hai achha nahin. wajah ye hai aise aqeede aur un per mabni amaal insaanu ko waqt zaaya kerte hen. aap zaraa apne mullaan ki sunnat ki tareef per hi ghor ker len is maamle main phir dekhen aap kanaan pohnchte hen.

rahee baat namaaz ki to is per pehle bhi bahot baat ho chuki hai. aap un baartun ko samajhne ki koshish karen ge baat khud hi ayaan ho jaaye gi. salaat ke qayaam ka matlab nimaaz ko qaaim kerna nahin hai balkeh insaanu ki aik jamaat khadi kerna hai jo khudaa ke deen ko aik mumlikat main qaaim ker de aur us ko qaaim rakhe. woh bhi is liye taa keh aik behtareen insaan maashra qaaim ho jaaye.

is liye sown ka maani hai koi aisa kaam na kerna jisse is insaani jamaat ya maashre ko nuqsaan pohnche. aur zakaat ka maani hai her woh kaam kerna jisse is insaani jamaat ya maashre ki taaqat main izaafa ho. hajj ka maani hai issi jamaat ke liye aik mumlikat haasil kerne ke liye jidojohd kerna taa keh us mumlikat main aisa maashra poori tarah wajood main laaya jaa sake.

ab socho aise islam se nuqsaan kis ko pohnchta hai? her us haraamkhor ko jo jahil aur hatdharam hai. main aise logoon ko jahil aur hatdharam kyun keh rahaa hun? is liye ye log jaan boojh ker aisa nahin ker rahe keh jaan boojh ker ghalat kaam kerna mumkin nahin hai insaanu ke liye. insaan ghalatiyan unjaane main kerta hai. in logoon ki ghalati ye hai keh ye jis baat ko nahin jaante us ko jaanane ki koshish bhi nahin kerte bas jo kuchh pehle se in ko sikhaaya gayaa hai ussi per mutma-in ho ker baith jaate hen. ye log apni tehqeeq ko jaari nahin rakhte.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
صلوت کیا ہے! قرآن مجید کی من مانی توجیح کرکے نئے دین کی بنیاد رکھنے والوں کو جواب

dr israr sb ke khayalaat drust nahin hen kyunkeh in main deegar mullaan hi ki tarah drust sayaaqo sabaaq ka bilkul hi khayaal nahin rakha gayaa.

dr sb ka aqeeda ye tha keh khudaa ne insaanu ko imtihaan main daalne ke liye peda kiya hai. mere nazdeek ye aqeeda kufar hai. wajah ye hai keh isse khudaa ki zaat per harf aata hai jo quraan main baar baar yahee dawaa kerta hai keh us ki zaat main sirf aur sirf khoobiyan hi khoobiyan hen.

ab is baat main kia khoobi hai keh khudaa apni khushi ke liye insaanu ko bila zaroorat dukh main mubtila kere?

aap zara sochen is baat ko keh aakhir khudaa ko aisi kon si zaroorat pad gayee thi keh usse kaainaat ko peda kerna pada? mere nazdeek is ka sirf aur sirf yahee jawaab drust hai keh us ne chahaa keh woh apni mojoodagi ka izhaar kere.

ab us ke siwaa to koi aur tha hi nahin to woh apni mojoodagi ka izhaar kis ke liye kerta? issi liye us ne kaainaat ko peda kiya. isse us ki qudrat ka izhaar ho gayaa. laikin is izhaar ko paane ke liye us ne insaan ko peda kiya. sirf aur sirf insaan hi azaadi se apni raaye qaaim ker sakta hai is kaainaat main khudaa ke baare main deegar ashyaa nahin.

khudaa kyunkeh sirf aur sirf khoobiyun ka hi maalik hai issi liye us ne insaanu ko apni khoobiyun ke izhaar ke liye hidaayat ka bandobast kiya. taa keh insaan aik behtareen insaani maashra banaayen jis main khudaa ki khoobiyun ka izhaar ho sake. yahee wajah hai asal deene islam sirf aur sirf woh zindagi guzaarne ka drust raasta hai jo khudaa ke insaanu ko diye ge is maqsad ko poora ker sakta hai. yaani behtareen insaani maashra asal deene islam ko theek tarah se samjhe aur us per theek tarah se amal kiye baghair wajood main aa hi nahin sakta na hi laaya jaa sakta hai.

ab aap sochen kia aik behtareen insaani maashra un baatun se wajood main aa sakta hai jin ko aap jaise log asal deene islam ke paanch arkaan kehte hen? her giz nahin. agar main ghalat keh rahaa hun to aap mujhe ghalat saabit karen? main aap jaise logoon ki baatun ko ghalat saabit ker sakta hun magar aap meri baatun ko is maamle main ghalat saabit ker hi nahin sakte.

issi liye aap ka ye kehna bhi bikul ghalat baat hai keh falaan quraan ki man maani tafseer kerta hai. kyunkeh aap khud quraan ki drust tafseer bilkul hi nahin jaante.

her woh tafseere quraani ghalat hai jo logoon ko ye bataati hai keh islam mazhab hai ya islam mazhab aur deen ki mixture hai. aisa her giz nahin hai. islam sirf aur sirf deen hai. deen ka matlab nizaam ya zindagi guzaarne ka raasta nahin hai. balkeh deen ka quraani matlab ye hai keh woh raasta jo khudaa ne insaanu ko bataaya hai zindagi guzaarne ka aur is liye bataaya hai kyunkeh khudaa ne insaanu ko aik maqsad poora kerne ke liye banaay hai aur woh maqsad poora issi tareeqe se ho sakta hai aur kisi tareeqe se nahin, aur woh maqsad hai aik behtareen insaani maashra qaaim kerna aik mulikat main jo sab insaani duniya ko moheet ho.

jin logoon ne islam ko mazhab ya mazhab aur deen banaaya tha woh aik to bahot bade jahil the aur doosra bahot bade hatdharam log the. issi liye aaj bhi un ke perokaar waise hi hen. un logoon ne asal deene islam ki koi khidmat nahin ki balkeh ulta insaaniyat ko shadeed nuqsaan hi pohnchaaya hai asal deene islam se logoon ko door ker ke mazhab ke zariye.

mazhabi rasoomaat se insaani maashre per sirf aur sirf bura asar hi pad sakta hai achha nahin. wajah ye hai aise aqeede aur un per mabni amaal insaanu ka waqt zaaya kerte hen. aap zaraa apne mullaan ki sunnat ki tareef per hi ghor ker len is maamle main phir dekhen aap kanaan pohnchte hen.

rahee baat namaaz ki to is per pehle bhi bahot baat ho chuki hai. aap un baartun ko samajhne ki koshish karen ge to baat khud hi ayaan ho jaaye gi. salaat ke qayaam ka matlab nimaaz ko qaaim kerna nahin hai balkeh insaanu ki aik jamaat khadi kerna hai jo khudaa ke deen ko aik mumlikat main qaaim ker de aur us ko qaaim rakhe. woh bhi is liye taa keh aik behtareen insaan maashra qaaim ho jaaye.

issi liye sown ka maani hai koi aisa kaam na kerna jisse is insaani jamaat ya maashre ko nuqsaan pohnche. aur zakaat ka maani hai her woh kaam kerna jisse is insaani jamaat ya maashre ki taaqat main izaafa ho. hajj ka maani hai issi jamaat ke liye aik mumlikat haasil kerne ke liye jidojohd kerna taa keh us mumlikat main aisa maashra poori tarah wajood main laaya jaa sake.

ab socho aise islam se nuqsaan kis ko pohnchta hai? her us haraamkhor ko jo jahil aur hatdharam hai. main aise logoon ko jahil aur hatdharam kyun keh rahaa hun? is liye ye log jaan boojh ker aisa nahin ker rahe keh jaan boojh ker ghalat kaam kerna mumkin nahin hai insaanu ke liye. insaan ghalatiyan unjaane main kerta hai. in logoon ki ghalati ye hai keh ye jis baat ko nahin jaante us ko jaanane ki koshish bhi nahin kerte bas jo kuchh pehle se in ko sikhaaya gayaa hai ussi per mutma-in ho ker baith jaate hen. ye log apni tehqeeq ko jaari nahin rakhte.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
قرآن مجید میں صلوۃ قائم کرنے کے احکامات موجود ہیں۔ رسول اللہ اور اصحاب حالت جنگ میں نماز کیسے ادا کریں اس کا طریقہ کار بھی موجود ہے اور قیام، رکوع، سجدہ کیسے کرنا ہے سنت بتاتی ہے۔

aap apne ulemaa ke taawan ke saath sirf sunnat ki drust tareef hi bayaan ker den to badi baat hai.
 
atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
aap apne ulemaa ke taawan ke saath sirf sunnat ki drust tareef hi bayaan ker den to badi baat hai.
منکرین قرآن و حدیث کسی شیدے میدے کی کہی بات کو قرآن مجید کا اصل مقصد و مطلوب مانتے ہیں لیکن صاحب وحی کی بات کو تسلیم کرنے سے انکاری ہیں. انکار حدیث کے لئے دلیل دیتے ہیں قرآن نے کہا وہ آسان عربی ہے تو اس کے لئے کسی حافظ کسی پروفیسر نتھو خیرے کو کیوں سنتے ہیں. خود عربی پڑھ کر سمجھا کریں​
 
Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
منکرین قرآن و حدیث کسی شیدے میدے کی کہی بات کو قرآن مجید کا اصل مقصد و مطلوب مانتے ہیں لیکن صاحب وحی کی بات کو تسلیم کرنے سے انکاری ہیں. انکار حدیث کے لئے دلیل دیتے ہیں قرآن نے کہا وہ آسان عربی ہے تو اس کے لئے کسی حافظ کسی پروفیسر نتھو خیرے کو کیوں سنتے ہیں. خود عربی پڑھ کر سمجھا کریں​
Kiya Quran insaan ko darkness say nikal nay aaya tha ya 250 saal baad key likhi hui ahadeeth?
 
چندا، اقوال و افعال رسول اللہ ڈھائی سو سال تک سینہ بہ سینہ چلتے رہے. قرآن مجید بھی سول کی زندگی میں کتابی شکل میں موجود نہیں تھا. حافظ موجود تھے اور مختلف حصے مختلف اشیا پر لکھے ہوئے تھے

منکرین قرآن و حدیث کے مطابق بارہ سو سال تک کسی کو قرآن مجید سے ہدایت نصیب نہیں ہوئی تب جا کر ان کے رسول پیدا ہوئے جنہیں نے مسلمانوں کو قرآن مجید سمجھانا شروع کیا​
 
Quran bhi Rasool key zindagi may kitabi shakal may moujood nahi tha? Iss say sabat hota hay kay tum nay kabhi Quran he nahi para. Tum loog siraf dou numbri mullah kay video daykh kar apnay aap ko tassali daytay ho. Isi liya kehta hoon ko kabhi khud bhi tehqeeq kar liya karo ab technology ka zamana hay issay use karo shayad kuch faida ho jaay
 
اس سے ثابت ہوتا ہے تم نے سوائے شیدے میدے کی بتائی باتوں کے سوا کچھ نہیں سمجھا. کسی شیدے میدے کو کہاں جائے کے وہ ثابت کرے کے قرآن مجید حیات رسول کے دوران کتابی شکل میں موجود تھا یا نہیں وہ بیچارا سوائے بغلیں جھانکنے کے کچھ نہیں کر سکے گا​