Religious seminaries across Pakistan to be brought under Education Ministry - DG ISPR

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
madrisson ki taaleem main hifze qurano hadis bahot hi zaroori hai.

is ke ilaawa arbi ki taaleem bhi az bas laazmi honi chahiye.

in ke saath saath logoon ko bunyadi aloom se nawaaza jaaye deegar mazameen main aur sab se badh ker ye keh un ko critical thinking ki taleemo tabiyat di jaaye.

jab log duniya ke haqaaiq ke tanaazur main quraano hadis ko khud theek tarah se samajhne ke qaabil ho jayen ge achhe insaan ban saken ge aur achhe musalmaan bbi.

deene islam aik tehreek hai aik mission hai insaan saazi ka aur ummat saazi ka.
 

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
پرائیوٹ سکول کالجوں اور یونیورسٹیوں کو بھی قابو کریں. ان کا نصاب حکومت پاکستان سے منظور شدہ ہونا چاہے
 

mhafeez

Chief Minister (5k+ posts)
زبردست۔۔۔۔عمران خان تو کب سے یہی کہہ رہے ہیں۔۔

عمران خان کب سے صرف کہہ ہی رہے تھے ، آخر فوج کو خود یہ معاملہ دیکھنا پڑا