بڑوں کی عزت کرنا اور اخلاقیات کا دامن ہاتھ سے نہ چھوڑنا
یہ ایسی چیزیں ہیں جو کہ انسان کو اس کے گھر سے ملتی ہیں اور انہی سے ہر کسی کے فیملی بیک گراؤنڈ کا پتہ چلتا ہے .
اختلاف رائے کا حق ہر کسی کو ہے لیکن اخلاق کا دامن ہاتھ سے چھوڑ کر اپنی حقیت سب کو بتانا کہ میں کس فیملی سے تعلق رکھتا ہوں ، یہ اچھی بات نہیں
اور باقی رہی گزو انکل کے بڑے بننے کی بات تو Alhamdulillah ہمیں سب کو بہت فخر اور خوشی ہے کہ گزو انکل ہمارے درمیان ہیں ، اور سب سے زیادہ ایکٹو ممبر ہیں اور ہمارے اس فورم میں ان کی وجہ سے برکت بھی ہے
پیارے آقا حضرت محمد مصطفی صلی الله علیھ وسلم کا فرمان عالیشان ہے کہ
جو جوان آدمی کسی بوڑھے کی تعظیم اس کے بڑھاپے کی بنا پر کرے گا تو اللہ تعالٰی اس کے بڑھاپے کے وقت کچھ ایسے لوگوں کو تیار فرما دے گا جو بڑھاپے میں اس کا اعزاز و اکرام کریں گے۔ (مشکوٰۃ ج2 ص423 اصح المطابع)
تو معلوم ہوا کہ بزرگوں کی عزت کرنا میرے آقا صلی الله علیھ وسلم کا حکم ہے اور مندرجہ بالا حدیث مبارکہ میں "کسی بوڑھے" کا فرمایا گیا ہے نہ کہ مسلمان بوڑھے یا صرف مسلمان ناموں والے بوڑھے
murshid sahab aapk shayad kuch munafikat se kaam le rahey hain koiee bara he to usekey liaey kia hukam he agar choto ko baro ki izzat ka kaha gaya he to baro ko b shafqat ka kaha gaya he baat insaaf ki kia kro ye one sided daleelain jo sirf apney aapko sahih sabit krney k liaey aap de rahey ho in se parhaiz krain.
kionkey aap ne khud he kaha he k in se khandaan ka pata chalta he.
koiee bara he to baro ki taeha behave b krey yahan hr kisi ko raey deney ka baraber hq he.
kafi bazurg they jo kafir they vo hamrey liaey qabil e izzat nhi lakin kafi naujawan they jo muslaman they vo kabil e izzat hain.
pehla critera uskey apney aamal hain.agar baat hi karvee krey ga koi insaan to shayad koiee us ki umer daikh k chup ho jaiey lakin kisi ko sirf uski umer ki vaja se koi edge nhi diya ja sakta.
jhoot jhoot he munafikat munafikat he chahey koiee bara krey ya jawan.yahan pe kisi ki zaat ki baat nhi ho rahee yahan pe argument for argument he.merey khial me konsa boorha argument he konsa bacha argument he ye sirf uski wording se pata chalta he.
ore wording k lihaaz se guzoo sahab bacho ki tarha argue krtey hain ore paraee shadi me abdullah devana k masdaak hr jaga munn martey hain.
aapko unki vakalat ka bohut shoke he to unhain ye b bta dain k itni omer ho gaee he is umer me to shafqat a hee jatee he lakin unki bato se lagta he koi stupid larka baat kr raha he.
merey khial me koi bara he to uskey comments se b pata chalna chahey.
vesey jisko maan baap ne b sikhaya ore phir itni zindagee me khud b seekha lakin phir be baat daleel nhi tahammul nhi blkey jazbaati ore zoor zabardasti se krey to phir to khoob pata chalta he k family kia he ore kahan umer guzaree he.
ore jo saree batain samney daikh kr be yaktarfa batain krey ore haq insaaf ki baat na krey jhoot boley uski family kaisee he ye b khoob pata chalta he.
behtr ye hoga k aap plz apney baatain apney paas hi rakhain agar baat hq insaaf ki nhi kr saktey.merey nazdeek jo insaan sirf apnee tareefain hi krta rehta ho vo kisi izzat k qabil nhi.ye ore baat he k main shayad uski umer ki vaja se uska lihaaz kr raha hoon lakin iska ye matlab nhi k vo sahih he.