aik ehem aur hassas mozu par kafi khul kar baat ki gai hay.khushi ki baat hay keh molvi saheban nay aiteraf e haqeeqat kartay huey kisi hich-kichahat say kaam nahiN lia....mubashar luqman nay aik aur bahut umda program pesh kia hay.mubarakbaad!....ab islah e ahwal ki taraf pesh qadmi bhi honi chahiay aur MASJAD E ZARAR type ki fitna phelanay wali ibadat gahoN kay khilaf karwai honi chahiay.fitnay kay marakaz kay khilaf mushtarka taur par karwai honi chahiay.