
Koi ye bata-ay K in dauron se mulk ko kia faida hoa hai aajtuk? Ye jo sarkari Umray hain inka zahir hai awam ko to koi faida nahi per kia PM ya dosray log jo sath hain unko bhi faida ho ga? Yani Sawb milay ga? Jub k awam bhooki piasi mer rahi hai........ Allah tou Pakistan ki kub sunay ga. Rahum ker day Please. In subko halaak ferma de Ya Rabul Alaameen. (Khabar main Umray ka ziker nahi per ye ho nahi sakta k uske baghair wapis aain).