Pakistani Students Will Celebrate 14 Feb As HAYAA DAY

adnan_younus

Chief Minister (5k+ posts)
:D:D achi koshish...

i call such pple shouter... they more shout that they are muslims rather than show it in daily lives.. loosers...

PS I dont celebrate valntines day or birthdays .. but also dont engage in debates if some one does it....
 

famamdani

Minister (2k+ posts)
Haya day sirf 14 Feb ko hi kiyun, baqi key 364 din main bhi is ki zarourat hai bhi

can western culture also do this day also on 364 days.....................why not .......................love is always for all.....................................;)
 

AlRasub

Voter (50+ posts)
great work done bro ...............off course we should observe farda and should respect the haya as it is one of the main obligation of Islam
 

sahiL

Senator (1k+ posts)
this is a very gud point....r we going to wear these "haya" glasses just 4 one day and then unleashed 4 whole year.........kia kehne ji kia kehne
Haya day sirf 14 Feb ko hi kiyun, baqi key 364 din main bhi is ki zarourat hai bhi
 

shehreyar

MPA (400+ posts)
Haya day sirf 14 Feb ko hi kiyun, baqi key 364 din main bhi is ki zarourat hai bhi

ya siraf 14 ko mananay ka matlab ay kay es valentines day ki nafi karna hay jo zaher ki tarha hamari nujawan salan ko mar rahi hay jo es ko eak kubsurat din samajhtay haien kiyon kay sanp kitana bhi khubsorat ho koi ensan us ko piyar nahi karta kiyon kay pata hay kay ya das layga tu pher hay kaysay khubsorat hay jo aap ko borai kitaraf lay jata hay ,hum apnay piyar kay jazbay ko eak din maien kiyon qead karna chahay woh maan say ho bhai ya bahna baap ya biwi say ho ,laykin ya din siraf girl friend or boy freind kay liya hota hay jis ki hamary mazhab maien koi gunjaesh nahi hay ,eay say ki mother day kiya hamary maan baap nay siraf es eak din kay liya hum ko paydah kiya hay kay sal maien eak din hum ko yaad karein koi bhi rishta ya jazba kisi eak din kay liya nahi hota hum ko apnai rawayat ko zingah rakhna chahiya na kay dosaron ki rawayat apnay kay apni tehzeeb ko rosawa karein jo qomaien apnai aap ko bhol jati haien tu zamana bhi un ko yaad nahi rakhta,
 

abbasiali

Minister (2k+ posts)
aap ke ghar main 365 dinon main sai kitne din india ke behooda aur fahash aur nange films aur dramay nahee dekhe jate?????

My Dear 365 dinoun main sey 1 din bhi Indian lucher culture jusey aap loug own kartey hain merey ghar main dakhil honey ki himmat nahi karta, aap ko to shayad yaqeen nahi ayey gaa, kiyunkey aap key dimagh main to sirf Indian ya western behoudgiyan hi sawar hain jinhein khud yahan key loug bhi avoid kartey hain.
 

abbasiali

Minister (2k+ posts)
ya siraf 14 ko mananay ka matlab ay kay es valentines day ki nafi karna hay jo zaher ki tarha hamari nujawan salan ko mar rahi hay jo es ko eak kubsurat din samajhtay haien kiyon kay sanp kitana bhi khubsorat ho koi ensan us ko piyar nahi karta kiyon kay pata hay kay ya das layga tu pher hay kaysay khubsorat hay jo aap ko borai kitaraf lay jata hay ,hum apnay piyar kay jazbay ko eak din maien kiyon qead karna chahay woh maan say ho bhai ya bahna baap ya biwi say ho ,laykin ya din siraf girl friend or boy freind kay liya hota hay jis ki hamary mazhab maien koi gunjaesh nahi hay ,eay say ki mother day kiya hamary maan baap nay siraf es eak din kay liya hum ko paydah kiya hay kay sal maien eak din hum ko yaad karein koi bhi rishta ya jazba kisi eak din kay liya nahi hota hum ko apnai rawayat ko zingah rakhna chahiya na kay dosaron ki rawayat apnay kay apni tehzeeb ko rosawa karein jo qomaien apnai aap ko bhol jati haien tu zamana bhi un ko yaad nahi rakhta,

yeh to ek tarha sey 14 Feb ko aap loug approve kar rahey, sarey saal ko ek hi tarha guzariyey, kisi ko kuch ahsas hi nahi hoga, kiyunkey Islam to aap ko 24 ghantey her zi insaan sey muhabat aur izzat ka sabaq deita hai.
 

abbasiali

Minister (2k+ posts)
can western culture also do this day also on 364 days.....................why not .......................love is always for all.....................................;)

Yes my dear western practically observe 365 days with decency.
 

BKKhan

Councller (250+ posts)
Plz no body take it personel.... the poem is good and is talking about Haya., which is part of our iman (according to hadees)
 

ourpakistan

MPA (400+ posts)
Well done, good day to celebrate "14 Feb As HAYAA DAY". Ooh bay hayaawooo Aaj to sharm karoo, it is "HAYAA DAY TODAY". But I think Mushkees will drink more of their favorite juice "sharab" and stink like khotaa (donkey) and do bay hayee as usual.
 

M javed

Banned
Re: Roses Are Red - Haya Day Song

Valintine day is part of the christian culture.

Other examples are gay marriages, same sex marriages, being boy friends and girl friends.

God sent chastisements (azaab) on such nations. There are examples of 'aad' and 'samood' in quraan.

By doing so, we must not invite possible wrath of almighty allah on us.

We are already under a different kind of chastisement because of voting dishonest politicians into power and not taking notice of being flagrantly interfered by the christian culture under america.

May god put us on the right path.