Re: King Abdullah vs Nawaz Sharif By Azizi
This guy Aziz is a joke. Yeah bacho ki tarha bun bun kar batain karta hai. Woh Moti aurat es key pass baith kar paglon ki tarha hansti rahti hai kha ma kha zara zara si baat par - ajeeb top drama program hai. Koi seriousness nahi, kha ma kha jaali acting karna, I hate this topi drama, mera khiyal hai yeah program kisi pagal khaney mein zaroor popular ho ga, jin pagalon key pass kuch aur karney ka nahi, moti aurat ki ha ha ha sunntay rahtey hon gay. Pata nahi aisay tension ki daur mein yeah farba khatoon pagalon ki tarha kaisay etna hasnti hai?