Sohraab
Prime Minister (20k+ posts)
Arrray Nawab Sahab.... Kia baat kertay hain Janab? jahan baat ho iss forum k sitaron ki aur aapko bhool jayein hum.... aisa ho nahi sakta bhai. Khush rahiye aur forum ko apni danish e saleem se munawwar rakhiye :)
shukria bhai
yeh to aap ki mohabbat hai warna hum is qabil kahan
main ab twitter join kar chuka hoon
Allah aap ko khush rakhe