fahadmustafa81
Politcal Worker (100+ posts)
Koi mujhay bata raha thaa ke Hazrat Adam ne Aasman par "La ilaha Illalah, Muhammad-dur-Rasool-Lulla" likha dekha to un ko Allah ne maaf kar dia.
Main nay in sahib ko kaha ke mujhay Hawala aur saboot paish karain jo woh aaj tak paish nahin kar sakay. Bar-e-Mehrabani Awam-un-naas main is qisam ki man gharat batain phailanay se parhaiz karain jis ka na saboot ho aur na he koi authentic hawala.

- Featured Thumbs
- http://alombredenoslarmes.a.l.pic.centerblog.net/4727d607.gif