kam az kam apni zindgi main am hopeless ke pakistan k halat badel saktein hain mushkil hai hum sab corrupet hain koi na koi kisi na kisi form main corruption ker raha hai ya corrupt system ki waja se corruption pe majboor hai es country main revolution hi last soluttion ho ga , kurd sab kiya yahan her koi buland o bang wadoo or dawoon ke badh badal jata hai, hum log buzdil ya maslehat pasand hain , dil khoon ke aansoo rota hai , ae allaha pakistani nation ko hidyat atta farma hum loogoo ko kiya ho giya hai kiya aaj hum wohi 1947 wali nation hain ya ye log koi or hain