Imaan Farosh - M Zubair Khan

Pak-MUSLIM

Voter (50+ posts)
869ea7af9962d45d5288bb0d213d89e1.gif

7adbb529c2aca7bf9340701c5f2dadd6.gif
 

Bombaybuz

Minister (2k+ posts)
Re: Imaan Farosh..........Column......

yahan koun bika hua nahi hai ... chand hazzar ki aik nokri doo aur jo marzi kerwa loo ... kya mujh sai aap sai khatra nahi hai pakistan ko ? jo tax nahi datey yahan tak ka jayyaz elec k bill tak nahi datey... jo apni job emandari sai nahi kartey .. jo ya tou vote datey he nahi ya dain bhe tou us main mulk sai zayada koe zati maffad he paish a nazzar hota hai ... per Allah hum jesay zaleelon sai bacha ley ga in pak zameen ko .. jahan woh un loghon ko paida karey ga jin sai kaam leya ga apney deen ki sir bulandi ka.