Agar NS larkiyun kay sath raten guzarta hai to zaroor kahein. Maryam ka baghair shohar kay kahi jana koi jurm to nahi. Haan agar wo shohar kay allawa kisi aur kay sath bud iklaqi mein milawaas ho to zaroor batain. Lekin galat buhtaan lagana bhi gunah hai, jiasa kay app ki post kay Maryam IK kay container mein kiyu aai, jo kay sarasar galat hai. Aur agar wo waqai aai thi to Maryam aur IK duno par hud ka nifaz hona chahiye.
Jahan tak IK kay taluq hein wo koi afwah nahi, courts say proven facts hein
Muhtaram, baqaol aap kay Patwari to hein hi bad tareen makhlooq. Lehaza aap sirf apni tehzeeb aur akhlaq ko behtar banaiye. Patwarion ki fikar chorein