Main jab ki baat kar raha hoon us waqt APMSO walon ne naye naye par nikalne shuroo kiye thay. Tum to kal ke bachay ho, apnay pichlay walon se poocho, kitni maar khai hui hay PSA walon se. Ishtiaq Chowdhry ke zamanay ki baat hay.
Lagta hay nine zero ke media ne hi tho tho ki thi kioon ke yeh tum logon ka pasandeeda mashgala hay. Warna main ne to kisi inertational media main aisi baat nahi suni.
Allah ka shukar hay ke main kisi party ka nahi hoon. Kal ko Allah Ta'ala ko yeh to keh sakoon ga ke kisi party ki wrong doings main mera hissa nahi hay. kioon ke main kisi ke ghalat kaam ko support nahi karta. Tum to andhon ki tarha apnai kaaali maata ki jay jay kar kartay ho. Allah se daro, tum sab ko jahannum main le kar jaye ga.