Durood & Salam

sdmuashr

Senator (1k+ posts)
Bismillah

Assalam o Alaikum,

DUROOD_WA_SALAM1.gif

DUROOD_WA_SALAM2.gif

DUROOD_WA_SALAM3.gif

DUROOD_WA_SALAM4.gif

DUROOD_WA_SALAM5.gif

DUROOD_WA_SALAM6.gif


http://www.deeneislam.com/ur/horiz/risalat/risalatmaab/DUROOD_WA_SALAM/article.php?CID=3&cp=0
 

Abdul Allah

Minister (2k+ posts)
Mr. tum to durood par yaqeen hi nahi rakhtay aur Muhammad-o-Aal-e-Muhammad par durood bhaijnay walon ko Kafir aur Mushrik kehtay ho. Phir is Munafqat par mabni post ka kya matlab hai???

Darood par yakeen na rakhny wala kaun hosakta hy?

Haan kuch loog darood ko Muhammad pbuh aur Aal-e-Muhammad pbuh k ilawa
Isabha-e-Muhammad pbuh par salam bhajainy waloon k ghlaat zaroor kahty hain.

Tu Zara mil k parh dain

Allah huma Sal-e-Alla Muhammadin wa ala Ale he Wa Asahab-e-Muhammad pbuh
 

sdmuashr

Senator (1k+ posts)
Mr. tum to durood par yaqeen hi nahi rakhtay aur Muhammad-o-Aal-e-Muhammad par durood bhaijnay walon ko Kafir aur Mushrik kehtay ho. Phir is Munafqat par mabni post ka kya matlab hai???

Assalam o Alaikum to everyone except Kafir and Munafiq,

Don't lie. Just Shut up!
 

dukelondon

Senator (1k+ posts)
Darood par yakeen na rakhny wala kaun hosakta hy?

Haan kuch loog darood ko Muhammad pbuh aur Aal-e-Muhammad pbuh k ilawa
Isabha-e-Muhammad pbuh par salam bhajainy waloon k ghlaat zaroor kahty hain.

Tu Zara mil k parh dain

Allah huma Sal-e-Alla Muhammadin wa ala Ale he Wa Asahab-e-Muhammad pbuh

Bilkul janaab : Allah huma Sal-e-Alla Muhammadin wa ala Ale he Wa Asahab-e-Muhammad pbuh Laakhon Karooron baar. JazakAllah
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Word SALLOO is from root SAAD, LAAM and WOW or YAA.

It means foundation or basis or support ie something upon which something can rely.

DROOD is a meaningless concept introduced in islam by way of parsis.

The quran does not say, send drood to prophet or praise him. It says he is the last of the messengers so get ready, it is now going to be up to you muslims to carry out his mission after him.

Allah and his true supporters from among people support the prophet so o you who claim to be committed to working for peace, support the prophet in establishing peace as he ought to be supported.

Yahan peghumber ki pusht pnahi ki baat ho rahi hai ta keh us ko diya gaya mission paayae taqmeel ko pohnche.

Mulla ne is tarha ke tarjame aur tafaseeren kar ke quran ke maqaasid ko chhupaaya hai.

AAP ZARA QURAN KE SIYAQO SABAAQ PAR GHOR TO KAREN.


Sawaal yeh hai keh kia aik jaga baith kar nabi per drood padne se us ka mission poora ho jaaye ga ya us ke liye ham ko jiddo johd ki zaroorat hai?

Phir mission aakhir hai kia? Duniya main islami nizaam ko qaaim karna. To nizaam kia hai? Duniya ko aise tareeqe se chlaana keh aman qaim ho sake yaa ho jaaye.

Please in baatun par khoob ghor karen aur apne aap se sawaal karen jis ko aap loggun ne islam samjha hai kia voh fil waqai islam hai hai yaa mehz bani banaai baaten hen.

Aap jo bhi maane mujhe is par koi ehtraaz nahin magar yeh zaroor karen keh us ko tanqeedi nazar se zaroor dekhen. Jin baatun ka pata chal sakta hai keh voh befaaida baaten hen un par apna waqt zaaya na karen.

Islam karne wale kaamun ka naam hai jin men insaaniyat ki behtri ho sakti hai.

Aik jaga baith kar Allah Allah karna islam nahin hai. Allah ke diye huwe kaam karne ka naam islam hai.

http://www.youtube.com/watch?v=RTFMM8dWOqE&feature=related
http://www.youtube.com/watch?v=Egtfmd6QCTk&feature=related

http://www.youtube.com/watch?v=9If8PhFuVCA



http://www.siasat.pk/forum/showthread.php?50593-Javed-Ghamdi-Salman-Taseer-Asma-Jhangir-Khuda-ka-khof-karen-plz!-Nice-Column-by-Orya-Maqbool-Jan/page5


http://www.siasat.pk/forum/showthread.php?50607-Pakistan-religion-secularism-amp-tribalism
 
Last edited:

Back
Top