best reference from Quran against DEMOCRACY.

QaiserMirza

Chief Minister (5k+ posts)
avatar5463_1.gif

552877_10150908812083177_1790724767_n.jpg

اے نبی ، اگر تم ان لوگوں کی اکثریت کے کہنے پر چلو جو زمین میں بستے ہیں تو وہ تمہیں الله کے راستے سے بھٹکا دیں گے - وہ تو محض گمان پر چلتے اور قیاس آرائیاں کرتے ہیں - در حقیقت تمہارا رب زیادہ بہتر جانتا ہے کہ کون اس کے راستے سے ہٹا ہوا ہے اور کون سیدھی رہ پر ہے

This is the best reference from Quran against DEMOCRACY.

Those who say that Democracy is an Islamic system and Majority is authority should be ashamed! In Islam, majority is NOT authority, only the system given by Allah is authority.

Is there anyone who still want to turn his/her back to Quran and support democracy?
 
urdu_man

Banned
Taliban Alert !

قوم کیا چیز ہے ، قوموں کی امامت کیاہے
اس کو کیا سمجھیں یہ بےچار ے دو رکعت کے امام
 
Last edited:

JusticeLover

Minister (2k+ posts)
avatar5463_1.gif

552877_10150908812083177_1790724767_n.jpg

اے نبی ، اگر تم ان لوگوں کی اکثریت کے کہنے پر چلو جو زمین میں بستے ہیں تو وہ تمہیں الله کے راستے سے بھٹکا دیں گے - وہ تو محض گمان پر چلتے اور قیاس آرائیاں کرتے ہیں - در حقیقت تمہارا رب زیادہ بہتر جانتا ہے کہ کون اس کے راستے سے ہٹا ہوا ہے اور کون سیدھی رہ پر ہے

This is the best reference from Quran against DEMOCRACY.

Those who say that Democracy is an Islamic system and Majority is authority should be ashamed! In Islam, majority is NOT authority, only the system given by Allah is authority.

Is there anyone who still want to turn his/her back to Quran and support democracy?

Ghor say parho "AYE NABI" ka matlab hai nabi ko mukhatib kia gya.

AKAL kar jahil insan.
 
hans

Banned
We should not jump the guns.... guidance can be found from al-khulafa al-rashidun way of selection leaders.

To establish what been said in 6:116 there are some corrective steps that need to be taken before you take action on this line. Or else, we might have another Zia ul Haq ready to over take this establishment.

Kavalier

Chief Minister (5k+ posts)
1 sawal hay kay phir konsa system hona chayey? Do not give me a one word answer, "khilafat" because I want to know that how khalifa will be chosen when ppl in Pakistan cant even choose a unanimous Imam Masjid...... We have also noted how in history, election of Khilafah hadmadehuge wars between Sahabah and later the same khiafah turned into monarchy.....

avatar5463_1.gif

552877_10150908812083177_1790724767_n.jpg

اے نبی ، اگر تم ان لوگوں کی اکثریت کے کہنے پر چلو جو زمین میں بستے ہیں تو وہ تمہیں الله کے راستے سے بھٹکا دیں گے - وہ تو محض گمان پر چلتے اور قیاس آرائیاں کرتے ہیں - در حقیقت تمہارا رب زیادہ بہتر جانتا ہے کہ کون اس کے راستے سے ہٹا ہوا ہے اور کون سیدھی رہ پر ہے

This is the best reference from Quran against DEMOCRACY.

Those who say that Democracy is an Islamic system and Majority is authority should be ashamed! In Islam, majority is NOT authority, only the system given by Allah is authority.

Is there anyone who still want to turn his/her back to Quran and support democracy?
 
Raaz

(50k+ posts) بابائے فورم
Mirza sahib kion yahoodion wala kam kr rahe ho .

Kion Quran Hakeem ka tasawar ghalat bna ker pesh kr rho .

Rum kro yar. Apne per bhi aur hmare per bhi.
 
aliasghar81

MPA (400+ posts)
avatar5463_1.gif

552877_10150908812083177_1790724767_n.jpg

اے نبی ، اگر تم ان لوگوں کی اکثریت کے کہنے پر چلو جو زمین میں بستے ہیں تو وہ تمہیں الله کے راستے سے بھٹکا دیں گے - وہ تو محض گمان پر چلتے اور قیاس آرائیاں کرتے ہیں - در حقیقت تمہارا رب زیادہ بہتر جانتا ہے کہ کون اس کے راستے سے ہٹا ہوا ہے اور کون سیدھی رہ پر ہے

This is the best reference from Quran against DEMOCRACY.

Those who say that Democracy is an Islamic system and Majority is authority should be ashamed! In Islam, majority is NOT authority, only the system given by Allah is authority.

Is there anyone who still want to turn his/her back to Quran and support democracy?

What Is an alternate system which to you will be a pure Islamic system? I am sure your answer will be Khilafat.

Please feel free to explain what is Khilafat which even according to you only survived for only for righteous caliphs and after which it was a monarchy of first Banu Umaya and then Banu Abbas?

And if to you Khilafat is the only Islamic way of governance then please also explain how will you implement that system in todays age?
 
Mughal1

Are qaiser bhai yeh aayat mutlaq nahin hai warna is ki zad se mullah bhai bhi nahin bach sakte.

asal baat yeh hai keh insaanu ki ziyaada tadaad ilm nahin rakhti thi jab quran naazil hua tha aur jab bhi yeh haalat ho gi zahir hai duniya gumrah hi ho gi aur rehe gi. ilm ke baghair insaan aik jaanwar se ziyada kuchh nahin hai.

ehle ilm jab duniya main ziyaada hun ge tab is aayat ka itlaaq majority par nahin ho ga.

rahee democracy ki baat to woh agar insaanu ko fil waaqe hi haqe khud ikhtiyaari deti hai to yahee islam ka pehla usool hai. Freedom of man from man is fundamental principle of islam or rather foundation of islam. apne chaice se aadmi jo kare us ka woh khud zimmadaar hai.

western democracy main maal chalta hai is liye yeh paise waalun ki taaqat ka rule hai. agar paise ka zor bhi darmyaan se hataa diya jaaye to phir western democracy aur isamic democracy main koi farq nahin rehta. yeh infraadi haqooq ki baat hai agar sab ko yaksaan haqooq haasil ho jaayen to phir slavery of man by another man becomes obsolete. aaj ka dor bhi baadshaahat hi ka dor hai haan farq yeh hai ke aaj kisi aik shakhs ki apni badni taaqat ke zariye baadshahat nahin hai na hi ilm ke zariye hai. aaj daulat waalun ki aapas main saazbaaz ke zariye hakoomatun kaa dor hai. isi hisaab se qanoon banaaye jaate hen jo sirf daulat mand logoon ko hi suit karte hen ghareebun ko nahin.

democracy asal main tab ho gi jab islam poora poora nafiz ho ga aik dastoor ki hesiyat se aur qanoon ki baaladasti ho gi ashkhaas ki nahin. na koi haakim ho ga na mahkoom balkeh sab qanoon ke paband hun ge.
 
Last edited:

babadeena

Minister (2k+ posts)
Mirza Sahib,
There should be some limit of your twisting Quran and adjusting it according to your
own ideas. Democracy is a way of government, it has nothing to do with being Kufr, Shirk
or whatever. Please read this whole page of Quran containing the textual reference of
verse and then decide if it is about Democracy:
http://www.quraneasyurdu.net/ps08/ch08a.html
 
jahanzaibi

Senator (1k+ posts)
khilafat only system is lia hay kion kay is kay tamman qanoon Allah kay banay hoy hain.. to is say ye
baat to thik hay kay is may koi galati ki gunjish nahi hay.
Muhammad(pbuh) ki hadees hay kay meray baad khilafat 30 saal rahay gi phir zalim badshah hoon gay
quran may aata hay isi tarhan Allah in ayam wo badalta hay yani kabhi haq aur kabhi batil.
Isi lia agar wo sirif 4 khalifa tak hi rahi to is may Allah ki hikmat hay.. kisi bhi nabi ki ummat
zyada arsa nahi rahi phir doosra nabi aaya aur ya silsila challa abb koi nabi nahi aay ga isi lia
abb ya hamara kaam hay kay Allah ka nizam nafiz hoo.
Agar democracy may jaisay kay hum deikh rahay hain rooz assembly may apni pasand ka kanoon banta hay
ya cheez khilafat may nahi hay .. qanoon ban chooka hay tarmim ki gunjaish nahi hay..
abb agar zardari bhi khalifa banta hay to wo bhi qazi ko jawab day hay.. is may gunjish nahi hay
buchnay ki.
khalifa ko choona ka tariqa bhi wo hi hay loog vote kareen aur select kareen..
likin khalifa sirif Allah kay qanoon ko implement karay ga agar koi issue hay apas ka ikhtilaf
to khalifa ka faisla mana jay ga aur agar khalifa Allah ki sharit kay khilaf faisla day ga to
qazi ka pass jaya jay ga...
shora bhi hoo gi jaisay paliment hay.. un ki ray bhi sunni aur manni jay gi..
pura topic hay behtar hay detail study kareen phir hi samajh aay ga....

What Is an alternate system which to you will be a pure Islamic system? I am sure your answer will be Khilafat.

Please feel free to explain what is Khilafat which even according to you only survived for only for righteous caliphs and after which it was a monarchy of first Banu Umaya and then Banu Abbas?

And if to you Khilafat is the only Islamic way of governance then please also explain how will you implement that system in todays age?
 
Last edited by a moderator:

jahanzaibi

Senator (1k+ posts)
khilafat only system is lia hay kion kay is kay tamman qanoon Allah kay banay hoy hain.. to is say ye
baat to thik hay kay is may koi galati ki gunjish nahi hay.
Muhammad(
pbuh.png
) ki hadees hay kay meray baad khilafat 30 saal rahay gi phir zalim badshah hoon gay
quran may aata hay isi tarhan Allah in ayam wo badalta hay yani kabhi haq aur kabhi batil.
Isi lia agar wo sirif 4 khalifa tak hi rahi to is may Allah ki hikmat hay.. kisi bhi nabi ki ummat
zyada arsa nahi rahi phir doosra nabi aaya aur ya silsila challa abb koi nabi nahi aay ga isi lia
abb ya hamara kaam hay kay Allah ka nizam nafiz hoo.
Agar democracy may jaisay kay hum deikh rahay hain rooz assembly may apni pasand ka kanoon banta hay
ya cheez khilafat may nahi hay .. qanoon ban chooka hay tarmim ki gunjaish nahi hay..
abb agar zardari bhi khalifa banta hay to wo bhi qazi ko jawab day hay.. is may gunjish nahi hay
buchnay ki.
khalifa ko choona ka tariqa bhi wo hi hay loog vote kareen aur select kareen..
likin khalifa sirif Allah kay qanoon ko implement karay ga agar koi issue hay apas ka ikhtilaf
to khalifa ka faisla mana jay ga aur agar khalifa Allah ki sharit kay khilaf faisla day ga to
qazi ka pass jaya jay ga...
shora bhi hoo gi jaisay paliment hay.. un ki ray bhi sunni aur manni jay gi..
pura topic hay behtar hay detail study kareen phir hi samajh aay ga....

1 sawal hay kay phir konsa system hona chayey? Do not give me a one word answer, "khilafat" because I want to know that how khalifa will be chosen when ppl in Pakistan cant even choose a unanimous Imam Masjid...... We have also noted how in history, election of Khilafah hadmadehuge wars between Sahabah and later the same khiafah turned into monarchy.....
 
Last edited by a moderator:

Kavalier

Chief Minister (5k+ posts)
Yar aapnay tou sara present system hi chun liya hay... wohi elections, wohi SC, wohi Parliament etc etc.... Yani Pakistan mayn iss waqt khilafat hay (kisii na kisii shakal mayn) aur janab e Zardari musallmano kay khalifa hayn?? Baqi constitution tou hamara bhi issi par based hay kay koi kanoon Quran aur sunnat kay khilaf nahi banaya jayega...

khilafat only system is lia hay kion kay is kay tamman qanoon Allah kay banay hoy hain.. to is say ye
baat to thik hay kay is may koi galati ki gunjish nahi hay.
Muhammad(
pbuh.png
) ki hadees hay kay meray baad khilafat 30 saal rahay gi phir zalim badshah hoon gay
quran may aata hay isi tarhan Allah in ayam wo badalta hay yani kabhi haq aur kabhi batil.
Isi lia agar wo sirif 4 khalifa tak hi rahi to is may Allah ki hikmat hay.. kisi bhi nabi ki ummat
zyada arsa nahi rahi phir doosra nabi aaya aur ya silsila challa abb koi nabi nahi aay ga isi lia
abb ya hamara kaam hay kay Allah ka nizam nafiz hoo.
Agar democracy may jaisay kay hum deikh rahay hain rooz assembly may apni pasand ka kanoon banta hay
ya cheez khilafat may nahi hay .. qanoon ban chooka hay tarmim ki gunjaish nahi hay..
abb agar zardari bhi khalifa banta hay to wo bhi qazi ko jawab day hay.. is may gunjish nahi hay
buchnay ki.
khalifa ko choona ka tariqa bhi wo hi hay loog vote kareen aur select kareen..
likin khalifa sirif Allah kay qanoon ko implement karay ga agar koi issue hay apas ka ikhtilaf
to khalifa ka faisla mana jay ga aur agar khalifa Allah ki sharit kay khilaf faisla day ga to
qazi ka pass jaya jay ga...
shora bhi hoo gi jaisay paliment hay.. un ki ray bhi sunni aur manni jay gi..
pura topic hay behtar hay detail study kareen phir hi samajh aay ga....
/QUOTE]
 
Meray Mhutram bahi Ap nay koi bhee sawal ka jawab nahi dia. Agar Khalifa logon kay vote say select ho ga then even khilafat is a form of democracy where people choose their khalifa. What if the masses of Pakistan decide to select Zardari as your new Khalifa. Will you be happy then. What if the shoora is the same as that of our current Parliament or if we have taliban type shoora will you be happy then.

Aur han even in Pakistan constitution it is clearly stated that all laws of the country will be as per Islamic norms. Now if these laws are not implemented then its not the fault of democracy. What if your selected khalifa and shoora choose not to implement Islamic laws. Will then Khilafa be alright for you?

You still havent answered fully what is khilafat and how it will be implemented in Pakistan??
 
Last edited by a moderator:

jahanzaibi

Senator (1k+ posts)
Isi lia to kha hay kay khud study kareen..

Democracy aur Khilafat ka main fark ya hay kay democracy may awam kay numaiday koi bhi naya kanoon bana saktay hain majority ki approval say.
khilafat may ya nahi hay.. thik to farq sirif itna hay kay Khilafat may kanoon bana hooa hay aur wo implement hoo ga.

pakistan ka constitution islamic nahi hay.. jaisay.. sadar ko istasna khilafat may ya nahi hay.. chori per haat katna..

khilafat implement karnay kay lia to sahi tariqa ya hay ka vote hoon abb agar zardari bhi aata hay to wo koi galat kaam nahi kar sakta kion kay
phir wo islami qanoon kay andar hoo ga..

baat apki samajh may aa gai hay.. sirif anna aur zid hay jo samajhnay nahi ditti app kay lia itna kaffi hoona chahia kay ya Allah ka nizam hay.

baki agar janna hay to bohat kutab is mozo per hain par lain agar samajh a jay to thik warna app zardari ko vote dain aur khush raheen.. :)

isi lia to kha hay kay khud study kareen..

Democracy aur Khilafat ka main fark ya hay kay democracy may awam kay numaiday koi bhi naya kanoon bana saktay hain majority ki approval say.
khilafat may ya nahi hay.. thik to farq sirif itna hay kay Khilafat may kanoon bana hooa hay aur wo implement hoo ga.

pakistan ka constitution islamic nahi hay.. jaisay.. sadar ko istasna khilafat may ya nahi hay.. chori per haat katna..

khilafat implement karnay kay lia to sahi tariqa ya hay ka vote hoon abb agar zardari bhi aata hay to wo koi galat kaam nahi kar sakta kion kay
phir wo islami qanoon kay andar hoo ga..

baat apki samajh may aa gai hay.. sirif anna aur zid hay jo samajhnay nahi ditti app kay lia itna kaffi hoona chahia kay ya Allah ka nizam hay.

baki agar janna hay to bohat kutab is mozo per hain par lain agar samajh a jay to thik warna app zardari ko vote dain aur khush raheen.. :)

Yar aapnay tou sara present system hi chun liya hay... wohi elections, wohi SC, wohi Parliament etc etc.... Yani Pakistan mayn iss waqt khilafat hay (kisii na kisii shakal mayn) aur janab e Zardari musallmano kay khalifa hayn?? Baqi constitution tou hamara bhi issi par based hay kay koi kanoon Quran aur sunnat kay khilaf nahi banaya jayega...
 
QaiserMirza

Chief Minister (5k+ posts)
ہمارے ملک میں اسمبلی کو قانون ساز ادارہ کہاجاتا ہے جس کا کام صرف قانون سازی ہے
اسمبلی کے ارکان قانون ساز ارکان کہلاتے ہیں جو قانون بناتے ہیں یا موجودہ قوانین میں ترمیم کرتے ہیں

اب یہ بتائیں کہ کیا الله کا قانون قران کی شکل میں موجود نہیں ہے
کیا قران آج کے دور میں پرانا اور فرسودہ ہو چکا ہے
کیا آج ہم الله کے قانون سے آزاد ہیں
کیا الله کا قانون مکمل نہیں ہے جو ہماری زندگیوں کا احاطہ کرے
کیا آج الله کے قانون میں ترمیم کی ضرورت پیش آگئی ہے
کیا الله کو یہ معلوم ہی نہیں تھا کہ آئندہ انسانوں کو کیا ضروریات پیش آینگی
اور چونکہ رسالت کا سلسلہ بند ہوچکا ہے اس لیے اب کوئی اور قانون یا کتاب نہیں آسکتی
کیا الله کا قانون کسی انسان کو قانون سے مبرا اور مستسنی قرار دیتا ہے
کیا کسی انسان کو قانون میں ترمیم کا حق حاصل ہے
کیا کسی انسان کو قانون کے مطابق سزا کو معاف کرنے کا حق حاصل ہے

کیا آج ہم اسلامی مملکت میں رہ رہے ہیں
کیا ہماری زندگیاں اسلامی قوانین کے زیر اثر ہیں

لمحہ فکریہ ہے ہم سب کے لیے

AbuOkasha

MPA (400+ posts)
ہے وہی سازِ کہن مغرب کا جمہوری نظام
جس کے پردوں میں نہیں غیر از نوائے قیصری
دیو اِستبداد جمہوری قبا ٰمٰیں پائے کوب
تو سمجھتا ہے یہ آزادی کی ہے نیلم پری
مجلسِ آئین و اصلاح و رعایات و حقوق
طب مغرب میں مزے میٹھے اثر خواب آوری
گرمی گفتار اعضائے مجالس الاماں!
یہ بھی اک سرمایہ داروں کی ہے جنگ زرگری

گریز ازطرزِ جمہوری، غلام پختہ کارے شو

کہ از معز دو صد خر فکر انسا نی نمی آید
Flee from the Mechanisations of democracy, follow an experienced sage
For the brains of two hundred donkeys cannot produce the wisdom of one man

اس راز کو اِک مردِ فرنگی نے کیا فاش
ہر چند کہ دانا اسے کھولا نہیں کرتے

جمہوریت اک طرزِ حکومت ہے کہ جس میں
بندوں کو گِنا کرتےہیں تو لا نہیں کرتے

تو نے کیا دیکھا نہیں مغرب کا جمہوری نظام
چہرہ روشن اندروں چنگیز سے تاریک تر

ہم نے خود شاہی کو پہنایا ہے جمہوری لباس
جب ذرا آدم ہوا ہے خود شناس و خودِ نگر

اُٹھا کے پھینک دو باہر گلی میں
نئ تہذیب کے انڈے ہیں گندے
الکشن، ممبری، کونسل، صدارت
بنائے خوب آزادی نے پھندے
میاں نجار بھی چھیلے گئے ساتھ
نہایت تیز ہیں یورپ کے رندے

[MENTION=18476]maksyed[/MENTION],
[MENTION=10641]wadaich[/MENTION],
[MENTION=17789]WatanDost[/MENTION],

Last edited: