Re: Azizi Dance on Pakistan's Victory Against Australia- Must Watch
haaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa!
that's a nice one!
waisay iss banday ki baat sae hai yaar par kuch bhuth he sakht alfaz istimal kiay, hum bhi aik chotay game ko lay kay kitnay khush ho jaty hai jaisy aik he din mein Pakistan ka par capita income 35 k plus pay phonch gaya aur hamary saray masail haal ho gaiy hai.....
yaar yeh choti choti khushiyaan hi tau hum mana saktay hain, warna tensions hi tensions hain
Khuda hum ko aisi khudai na day
ke apnay siwa kuch dikhai na day
Hanso aaj itnaa ke iss shor main
sada siskiyon ki sunai na day
Khuda aise ehsaas ka naam hay
rahay samnay aur dikhai na day