Re: Pakistani Kam Bachay Peda Karen- Abida Hussain (PPPP)
Mehakma Behbood-e-Barbadi ki ____ mai fire...!! Hamari marzi jitnay bachay peda karen, Tum log bus apna bank balance barhanay per zor rakho hamesha ke tarah, awam ko kia kerna hai woh, awam behtar janti hai, awam ka sharai or qanooni haq hai, apni bvion ko Ferrari ki drive karen, ya photo state machine ki tarah dhara-dhar copiyan nikalen. Awam sab siasat danon ki tarah KHUSRA*Y nahi hain, na he Ashiq Awan or Abida Hussain ki tarah BAANJH hain...!!:angry_smile: