modern.fakir
Chief Minister (5k+ posts)
Salam o Alaikum
Sir, beray afsoos ki baat hai kay aik insaan jo Indian Misgovernance ko expose keray ghareeboan kay khilaf app uski mehnat ka mazaq urain.
Kiya faqeeri ka maqsad sirf Pakistan ki buraiyon say perda uthana hota hai ?.. Kiya India mein insaan nahi bustay ??
Woh ghareeb humein utna hi azeez hona chahiyay jitna koi aur shaks hai. Lekin humari liberal aur facists ********** her sincere effort ko "Ghareebi ka Mazaq" ura ker "Jhooth" boltay hain logoan kay saath.
Yeh jitnay article post kiyay hain sub Indian Media say Indian Writers nay likhay huay hain. Ager mein India ki gurbat ka mazaq urarahoon to yeh log bhi wohi ker rahay hain. To phir to yeh shikayat app Indian Media say kerain kay yeh Aesay article likhna band kerain !:)
Mager nahi, Indian Media aur intelligentsia ka yeh articles likhnay ka maqsad ghurbat ka mazaq urana ya dushmani dikhana nahi hai bulqay ghareeb ki awaz ko bulund kerna hai.
Aik Faqeer kay liay ghareeb, ghareeb hi hota hai chahyay India ka ho ya Pakistan ka. App meri neeyat nahi jaan saktay ...is liay jis nay jo samajhna hai samjhay ...mager hum Indian Ghareeb ko Toilet dilwa ker rahaingay Appni awaz aur tableegh say (bigsmile)

میرا تبصرہ آپ کے خوبصورت اندازِ تحریر کے سامنے ھیچ۔۔
یہ تو بہانہ تھا کہ آپ لکھیں اور ھم پڑھیں۔۔
آپ فورم کے ان چند خوبصورت لکھنے والوں میں سے ھیں جن کو پڑھ کر ھمیسشہ سیکھنے کو ملتا ھے۔۔
اور جہاں تک میں پڑھ پایا ھوں لبرل فاشسٹ تو نہیں کلاسک ریفارمسٹ کا پیغام ملتا ھے۔۔
بہت شکریہ سر۔۔