Re: ہماری ہمدردیاں اسرائیل کے ساتھ ہے،ایران&am
Usman sb.!!! aaj kal k beyaqeeni aur information k mixed sailab k daur mein yeh to Allah e behter janta hai k kaun theek hai aur kaun ghalat. iss liay mein sirf aik cheez ki taraf tawajjo dilana chahta hun. ye jo verses aap ne quote ki hen, ye zyada ter jab b quote ki jati hen to intentionally or unintentionally, sirf jews ki dosti ko zyada criticize kernay k liay use ki jati hen jab keh christians ki dosti k baray mein zyada bat nahin ki jati.
agar in verses ki roshni mein dekha jay aur iranion ki yahodion se dosti ko tasleem ker b liya jay (halan k yeh b debatable aur controversial topic ha) to b aap ko arabs ki christians aur jews se dosti nazar kiun nahin aati?? dosti chordain kaunsa aisa faisla hai jo arab world mein balkeh taqreeban tamam muslim world mein america ki merzi k baghair ho sakta hai??
to bhai agar iss muamlay mein dono sides (iran and arab) ghalat hen to phir yeh topic start kernay ka maqsad e faut ho jata hai.
kehnay ko to yeh b kaha ja skta ha k apnay mulk mein aqliyaton k haqooq ka tahafuz kerna musalman mamalik ki soul responsibility honi chahiay. agar aisa ha to iss ko dosti kehna munasib hai?
baqi Allah knows best.
![]()
اے ایمان والو! یہود اور نصاریٰ کو دوست نہ بناؤ یہ ایک دوسرے کے دوست ہیں اور جو شخص تم میں سے ان کو دوست بنائے گا وہ بھی انہیں میں سے ہوگا بیشک خدا ظالم لوگوں کو ہدایت نہیں دیتا