مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے &am

sngilani

Chief Minister (5k+ posts)
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے

Secterianism was institutionalised in 80's which is now converted into intuitionalised format. A very broad approach is needed now to reduce this secterian prejudice in Pakistan. This can only happen if institutionalisation of secterianism is discouraged.
 

humdaan

Senator (1k+ posts)
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے

tum bhee thora khyal kar loo, us ny apni baat main nafrat ki koi baat nahi ki, or dosra us ny sirf ek baat ki hai mana yaa naa manna yee logon ki marzi hai, us ny koi danda tu nahi pakra howa hath main joo kah raha hai zaroor altaf koo choor do , rahi baat islam say hawala dena , tu muslman hony k naaty yee kia juram hai islam say yaa qruan say hawala dena? or agar juram hai tu kis law k tahat yee juram hai?

us ny ek baat lekhi hai ek opinion dia hai or fair language use ki hai , koi abousive words nahi use kye, agy agree karna yaa disagree karna based on logic its your right but main samjh nahi saka k quran say hawala dena kab say juram bun gia hai paksitan main, or us ny konsa bomb pakra howa hai hath main jo app kah rahy hoo k dosron per muslat karty hoo bat. baat kahny or or muslat karny main faraq hota hai. if you want to understand
kisi per jhoota ilzaam lagana.is ney altaf hussain ko katel kartey dekha hai .is ney altaf hussain ko chori kertey dekha hey.nawaz shareef apnay moo sey kah chuka hai kay hum nay jhootay cases banaye.kisi ko daku aur murderer kehna with out any prove kay aur phir us per quran aur hadith ka hawala dena .app ki nazer mey sahih hoga meri nazer mey ghalat hey,play boy khan ghai tay england apnay fake prove kay saath court mey jana tau door ki baat.us ko scot land yard nay hi backside per kick mar kay bhagadia ab tak bechara pain mey hai aur british justice system ki sub sey ziada admirer ik hai
 

PkRevolution

Chief Minister (5k+ posts)
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے

Kitni masum hain aap... Apni maasumiat mein kya kya keh ker nikal gaye... Mein ise masumiat hi samjhun ga ya phir bewaqufi... Pakistan ki saiyah tareekh, balke yeh to Pakistan ka haal hai jo 40 saal se chalay chala ja rha hai

Chalain baat karte hain Muhajir kay maazi ki, khas taur pe us Muhajir ka mazi jo Sindh k shehri ilaqon mein aa k abaad hua. Mein yahan per kehta chalun k apni marzi se koi aa kar abaad nahi hua, balke Karachi jo us waqt ka darul khilafa tha us mein hakumat ne India kay woh musalman civil servants jo Pakistan ana chahte the un ko la ker abaad kia. In k sath woh Musalman bhi aye jo Pakistan ki muhabbat mein be sar o samani ki halat mein hijrat ki.

Silsila chalta raha naya mulk apne per per khara hone shuru hua, us waqt civil servants mein urdu bolne walay the laikin koi aisi tafreeq nahi thi, sub Pakistani the. Phir Ayub Khan ka Martial Law ka daur aya us mein us ne urdu bolne walon ki itni majority dekhi to in ki promotion rok k apne logon ko agay karne laga. Laikin asal ehsas urdu bolne walon ko us waqt hua k woh paraye hain jab Karachi ne Fatima Jinnah ko vote dia, tab Karachi ko saza mili jo aik sharamnak fail tha


Tab se ab tak Karachi ko saza der saza ili chali ja rhi hai aur humein yeh ehsas dilaya jata rha hai k hum Pakistani nahi aur hamari koi auqat nahi. Ayub Khan k baad Bhutto aya, us ne apna quota system lgaya jis mein Sindh woh wahid soba tha jis mein Urban-Rural quota lgaya gya. Bhutto ne yeh khayal Sindhi qoum mein dala k un kay dermian aik aur qoum abad hai jo Sindhi nahi. Phir muhajir per jobs band ki gayi, un ko hakumat ki jobe se retire kia gya, un hi ki universities ko un per band kia gya, Karachi ko khas taur pe ignore kia gya aur Karachi mein bureaucracy mein khas taur pe bahar se loag la ker dalay gaye. Pakistan ki bureaucracy mein yeh ehsas dala gya k muhajir baqi pakistanion se faraq hain.

1971 mein East Pakistan toota, wahan se jo pakistani wapis pakistan ana chahte the un se mein se aksariat urdu bolne walon ki thi, un k ane mein pehle Bhutto aur phir Zia-ul-haq ne jo rukawatain dali un ka aaj tak koi sani nai milta, Yani apne hi mulk k logon ko roka jaye apne hi mulk ane se. Yad rhe in logon ne us Pakistan kay liye jis kay baray mein aap loag roz yad karte aur rote hain is forum pe lakin karte kuch nahi us Pakistan kay liye bepana qurbani di thi. Mera khandan bhi wahin se aya tha aur jo mushkil hui humein West Pakistan aa k bayan nahi ker sakta. Pehle to mere dadi, dada aur un ki family ko la ker phek dia gya aik camp mein aur un ko is tarah treat kia jata tha k woh Pakistani hi nai. Un ko ID card nai mila, un se kaha gya k nahi mil sakta yani Pakistani ko Pakistan mein ID card nai mil sakta,khali is bina pe kay woh urdu bolta hai. Aur bhi batein hain jo yahan bayan nahi ker sakta.

Jab Altaf Hussain ne APMSO ki bunyad rakhi to us k sath chand aik hi loag gaye the us waqt bhi, kyun k Muhajir jis ko bolte hain woh aik quom hi nai na hi aik zuban bolte hain. Yeh to hakumat ka zulm tha k huemin aik hone per majboor kia. Phir Zia-ul-Haq sahab ne socha k Muhajir per kam zulm hua hai un kay pass naukri nahi, kahne ko nahi, unho ne Afghani refugees la ker Karachi mein dump ker diye. Us se phir Klashinkov mutarif hui Karachi mein aur organised gangs bhi. Is ka nateeja Sohrab Goth pe qatal-e-aam tha, phir Qasba Aligerh mein unhi East Pakistan se aye hue logon per jo zulm dhaye gaye us ki misal nahi milti Pakistan mein.

Us waqt Karachi ki numainda jamat JI thi, jis ki leadership ne is sub pe bolne kay bjaye khamoshi ikhtiar ki jis ka nateeja yeh nikla k un ka apne loag un ki jamaat chor k aik unknown jamaat MQM mein shamil hui. MQM woh whaid jamaat thi jis ne aaz uthai is zulm k khilaf, jis ne awaz uthai east pakistan se aye hue logon ki, jis ne awaz uthai tamam muhjiron kay liye

Bhai mere Muhajiron ko sub se ziada nuksan is mulk kay hukamrano aur is mulk ki establishment ne pochaya jis ne yeh soch k yeh loag jawab nahi dain gay in k sath jo kerna hai ker lo. Is chez ko hamare zehen mein paida hotw hi dala gya k hum Pakistani hi nahi. Jawab mein tum ko kya milay ga? Phool? Pati? Nahi MQM aur Altaf Hussain. Is zulm ka nateeja hai MQM.


Tabhi mein kehta hum is forum k loag itne masum hain, in ko in ki establishment ko btate hain yaqeen ker lete hain, khud ja k tehqeeq karne ki kisi mein jurrat nahi. Hum to yeh jeete hain her din.

٠ پھلے تو عرض ھے کۂ پی کے ریؤولوشن مذکر ھے مؤنث نھیںآپ نےتو لمبی داستان لکھ ڈالی جس کی سچائ سے میں انکار نھیں کر رھا صرف جو طریقۂ آپ کی جمات نے حقوق حاصل کرنے کے لۓ اختیار کیا اس پر اختلاف ھے ٠ اے پی ایم ایس او کے مظالم میں نے خود اپنی آنکھوں سے دیکھے أن دنوں میں کراچی ڈی جے ساءنس کالج میں انجینۂرنگ کا طا لبعلم تھا ، ایس ایم ساۂنس کالج کا بھی جو حال کیا گیا وه کسی سے ڈھکا چپھا نھیں ھونھار طالب علموں کو آپکی جماعت کا حکم نا ماننے کی پاداش میں کالج کے صحن میں بٹھا کر تمام طالب علموں کے سامنے گنجا کیا جاتا، لڑکوں کو بندوق کی نوک پر میری آنکھوں کے سامنے تم لوگوں نے اغواء کیا ،حقوق حاصل کرنے کے بھت معزز طریقے موجود ھیں آپ لوگوں نے کیا کیا جب آپ کو کراچی میں اوپر کا ھاتھ مل گیا آپ نے کراچی کی دوسری قومیتوں کے ساتھ وھی سلوک کیا جو بقول آپ کے آپ کے ساتھ کیا جاتا رھا نکل آۂے اس ظلم سے باھر٠ میں گواھ ھوں آپ کی جمات کے مظالم کا
٠
 
Last edited:

PkRevolution

Chief Minister (5k+ posts)
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے

Then we should vote to your Jalee degree Leader, unedcuated, jagirdar , wadara, sarmyadar and keep doing gulami of them as you are doing for 62 years. Karachi has most educated people. They are way smarter than you so keep you your mouth shut upppppppppppppppppppppppp.


I am Karachiti and finished my education in Karachi. So brother we are quit with it. Try to understand first my message in thread. Nobody is telling you not to fight for your rights. Do it. But inform your leader on educated way.
If you say yourself educated person just check your post.
Don't vote for FAke leaders, choose an educated person who don't believe on power of weapons.
 

fahid_asif

Senator (1k+ posts)
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے

Mein 5 ya 6 saal ka tha jab MQM k pehle jalse mein gya, 1992 mein. Mujhe ziada yad nahi laikin Altaf Hussain aik baat nahi bholun ga 'Aiye hum sub mil ker aik aisa Pakistan bnaye jis mein kabhi kisi ko Muhajir Qaumi Movement bnanye ki zarurat na peesh aye'

aur agar kisi na bnayi to us ki bori bund................................:133:
 

Star Gazer

Chief Minister (5k+ posts)
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے

مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے پھنچایا ٠ پڑھے لکھے مھاجر بھی ڈاکوؤں کی صف میں کھڑے ھوگۓ
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>

حقوق حاصل کرنے کی جنگ میں نوجوانوں کو قاتل بنا دیا گیا ٠ یۂ جانتے ھوے
بھی کۂ اس شخص نے ظلم کی تمام حدیں عبور کیں جس کی تاریخ قتل و غارت سے بھری پڑی ھے ٠ پڑھے لکھے نوجوان جنھیں پاکستان کی نشونما میں تعمیری کردار ادا کرنا چاھۓ تھا وۂ پڑھے لکھے لوگ بھی قاتلوں کو لیڈر ماننے لگے تو کیا یۂ تعصب کی بنیاد نھیں
٠
میری تمام پڑھے لکھے مھاجر بھائیوں سے گزارش ھے کۂ ھوش کے ناخن لیں اور پاکستان کی تعمیر میں ھمارے ساتھ شامل ھوں ٠ ظلم کا ساتھ نۂ دیں اللھ نے ظالم کے خلاف جھاد کا حکم فرمایا ھے ظالم کے ساتھ دینے کا نھیں٠
یااللھ اے این پی ٠ پی پی پی ٠ اور ایم کیو ایم کی قیادت کو ھدایت دے اگر ھدایت ان کے نصیب میں نھیں تو پھر جلد ان کا حساب فرما ٠ آمین

Very true. Allah says in Koran and I am giving the mafhoom here:
Tum un ki vakalat mat karo jo jhoot boltay hain.

 

PkRevolution

Chief Minister (5k+ posts)
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے


ہمارے ساتھ شامل ہوں "
سے اپ کی کیا مراد ہے؟؟ براےمہربانی وضاحت کر دیجئےگا "
کیوں کے میں بھی اللحمدللہ ایک پڑھا لکھا مہاجر ہوں لہذا میں بھی چاہونگا کے اگر مہاجروں کو بھی دیگر پاکستانیوں کے مساوی حقوق دلانے ک لئے کوئی اور جماعت ہے تو براےمہربانی ضرور بتائیے


آپ اپنی جماعت میں ھی رھیں اگر آپ کو کوئ متبادل نظر نھیں آتا ، لیکن ظلم کا ساتھ نۂ دیں ، ایک جدید اور پڑھی لکھی قیادت کو سامنے لائیں جسکا ایمان اسلحۂ کے زور پر حقوق حاصل کرنا نۂ ھو
میری تمام سیاسی جماعتوں سے بھی گزارش ھے کۂ مھاجروں کے ساتھ یا بلوچی بھائیوں کے ساتھ جو زیادتیاں ماضی میں کی گئیں اس پر سر عام معافی مانگیں اور ان بھائیوں کو بھی ملکی ترقی میں برابر کا حصۂ دیں ، لیکن ظلم پر جو بھی کرے اسے حق کی سزا دیں
،
.
 
Last edited:

woofer

Banned
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے

I am Karachiti and finished my education in Karachi. So brother we are quit with it. Try to understand first my message in thread. Nobody is telling you not to fight for your rights. Do it. But inform your leader on educated way.
If you say yourself educated person just check your post.
Don't vote for FAke leaders, choose an educated person who don't believe on power of weapons.

Insan ban Jammati mat ban.
 

hawk eyed

MPA (400+ posts)
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے

oh aap ka matlab hai ke pakistan main system bilkul sahi chal raha hai tu bhai aap ko yeh system mubarak ho ham tu ab change chahtay hain merit merit and only merti.
and the merit demands,higher the blood toll in your CV,greater the post e.g ishrat ul ibad
enourmous the bhatta wasooli greater will b the rank awarded
this is what the merit for being mqm official appears to rest of Pakistan...
shaid baqi sab blind aur deaf hen....(serious)
 

Aijazahmed

Minister (2k+ posts)
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے

مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے پھنچایا ٠ پڑھے لکھے مھاجر بھی ڈاکوؤں کی صف میں کھڑے ھوگۓ
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>

حقوق حاصل کرنے کی جنگ میں نوجوانوں کو قاتل بنا دیا گیا ٠ یۂ جانتے ھوے
بھی کۂ اس شخص نے ظلم کی تمام حدیں عبور کیں جس کی تاریخ قتل و غارت سے بھری پڑی ھے ٠ پڑھے لکھے نوجوان جنھیں پاکستان کی نشونما میں تعمیری کردار ادا کرنا چاھۓ تھا وۂ پڑھے لکھے لوگ بھی قاتلوں کو لیڈر ماننے لگے تو کیا یۂ تعصب کی بنیاد نھیں
٠
میری تمام پڑھے لکھے مھاجر بھائیوں سے گزارش ھے کۂ ھوش کے ناخن لیں اور پاکستان کی تعمیر میں ھمارے ساتھ شامل ھوں ٠ ظلم کا ساتھ نۂ دیں اللھ نے ظالم کے خلاف جھاد کا حکم فرمایا ھے ظالم کے ساتھ دینے کا نھیں٠
یااللھ اے این پی ٠ پی پی پی ٠ اور ایم کیو ایم کی قیادت کو ھدایت دے اگر ھدایت ان کے نصیب میں نھیں تو پھر جلد ان کا حساب فرما ٠ آمین

Ok, After my masters I wanted to take part to strengthen Pakistan, but I was refused because I was Urdu Speaking, Son of a Muhajir and from Karachi. I was told right in fron of my face once in Islamabad and once in Sindh Sectariate Karachi, the reason was the same what many of us suffered from i.e.I had no quota in those jobs. Then I joined MQM right away. Personally, I never supported them if they ever involved in terrorism but I feel protected as long as they are around me and my family.
Otherwise, a policeman from Punjab, or a bus conductor from KPK could have done a big damage to my youth and my ladies as they used to do it before MQM. But since MQM is in the picture, no one has that courage any more. At least in North Nazimabad where I live.
 

pakistan2

Councller (250+ posts)
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے

mqm apni maut khud hi mar rahi hey its bigning now
 

rahat

Senator (1k+ posts)
Re: مھاجروں کو سب سے زیاده نقصان الطاف حسین نے

MQM was created by the agencies and they act in accordance to their masters orders. The aim to establish of MQM is the same to safe guard the interests of privileges classes and to continue the existing exploitation and corrupt system and crush any people’s movement.
MQM was and is supporting to all the dictators acts and was involved in killing the innocent peoples in Karachi on May 12th, 2007 to demonstrate its commitment with dictator Musharraf.