قائد اعظم پر بہتان لگانے والے

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
89e95a60f4a2ff490e141ccb074ba410.gif
 

shehreyar

MPA (400+ posts)
yay sach hay kay quaid-e-azam nay bahut hi jaghon pay wa shagaf lafzon maien kaha tha kay hum ko eak aesa mulak chahiya jahan hum islam kay asolon ki tajarbah gah bana sakahien ,jahan hum islam kay asolon pay azadana chal sakhein .quaid-e-azam nay state banks kay iftitah pay kaha tha kay sod kay bina bankari nizam hona chahiay.or bahut si taqarer maien kah chokay haien pher gunjaish nahi kay hum socaler ka sochaien ya tu quaid-e-azam ka farman hay tu yaad nahi un ko allah maaf kay log tu qauran pak kay tarjamay ko apay mutabiq or apni mansha say biyan kartay haien :naooz::astagh:log allah ki kitab or nabi karempbuh kay kahay ko badal daytay haien ,quaid-e-azam tu pher bhi hamari tarha kay ensan thay .allah hum san ko hadaet day aamien
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
This I made clear in my posts as well as the following thread.


http://www.siasat.pk/forum/showthread.php?50607-Pakistan-religion-secularism-amp-tribalism&


I think it is lack of our own understanding of islam itself and the real world that is the main problem.

Let us hope and work hard to spread the proper understanding of proper islam. We must get back to basics and see where we have gone off the right track.

Facts about islam, pakistan and qaaid are there it is all on us how we put them them together for their interpretation.
 

mrbaig

Senator (1k+ posts)
yay sach hay kay quaid-e-azam nay bahut hi jaghon pay wa shagaf lafzon maien kaha tha kay hum ko eak aesa mulak chahiya jahan hum islam kay asolon ki tajarbah gah bana sakahien ,jahan hum islam kay asolon pay azadana chal sakhein .quaid-e-azam nay state banks kay iftitah pay kaha tha kay sod kay bina bankari nizam hona chahiay.or bahut si taqarer maien kah chokay haien pher gunjaish nahi kay hum socaler ka sochaien ya tu quaid-e-azam ka farman hay tu yaad nahi un ko allah maaf kay log tu qauran pak kay tarjamay ko apay mutabiq or apni mansha say biyan kartay haien :naooz::astagh:log allah ki kitab or nabi karempbuh kay kahay ko badal daytay haien ,quaid-e-azam tu pher bhi hamari tarha kay ensan thay .allah hum san ko hadaet day aamien

صحیح کہا تھا جناح نے کہ پاکستان ایک تجربہ گاہ ہوگا۔سو ہو رہا ہے !جو کوئی آتا ہے نت نئے تجربے کرتا ہے اور ملک کو پہلے سے زیادہ بے حال کر جا تا ہے۔ دنیا کا واحد ملک ہے جو قائم پہلے ہوا اور قرارداد مقاصد منظور کر کے بعد میں طے کیا گیا۔اس ملک کا مقصد کیا ہے ؟؟ دنیا کا واحد ملک جو قا ئم پہلے کیا گیا اور نظریہ 1969 میں پیش کیا گیا۔ د نیا کا واحد ملک جس کے قا ئم رہنے کی دن رات دعأ یئں ما نگی جاتی ہیں،کیوں ؟؟ کیا اتنا نا پختہ ہے جیسے چڑیا کا گھونسلہ؟؟ رہی بات ڈاکٹر صفدر محمود کی بات تو ان بچاروں کو بھی روٹی کمانی ہے،خواہ حکا یتیں سنا نا پڑیں۔ڈاکٹر مبارک علی کے سامنے ان کی بولتی بند ہو جاتی ہے۔مختلف ٹاک شوز گواہ ہیں۔جناح صاحب کیسا پاکستان بنا نا چاہتے تھے،یہ تو شا ئد خود ان کو بھی معلوم نہ تھا۔

 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Sub se badtreen agar koi tola hai to woh un molaviyun ka hai jo ahmaq hen aur hatdharm hen. In ka qasoor yeh hai keh in logoon ne deen ki ghalat tojee ki aur phir zor zabardasti se logoon par apna deen musallat kiya jis se logoon mein deen ki nafrat aa gaee. Kyunkeh un ko in moliyun ki deeni samajh par tanqeed ki ijaazat nahin dee gaee.

Iqbaal aur jinnah aise ishkhaas hen jin ko deen ki sahi samajh aai issi liye un ko maloom tha keh isse achha koi nizaam ho hi nahi sakta.

Kon sa nazriya azaadi, adl, insaf, ehsan, insaan bradari, dunyaavi taraqqi aur khush-haali ka dars deta hai? Itne nazriye hen duniya laikin woh kahin na kahin insaan ko insaaniyat se giraa dete hen.

Isliye agar koi iqbal aur jinnah ko ghalat kehta hai to woh apni samajh ki had ham ko bataa raha hai. Islam aik fard se le kar tamaam insaani braadari tak ke masaail ka hal hai.


http://www.siasat.pk/forum/showthread.php?50607-Pakistan-religion-secularism-amp-tribalism&