دس جنتی جانور

ahmadalikhan

MPA (400+ posts)
Informative stuff. Allah behter janta kon kon janti hai, kya pata janwaron ki alag janat ho , insaano ki jannat k aas paas hi kahin. and it has some different name.
 

Truth_Hurts

Politcal Worker (100+ posts)
Hadees e Mirza.

Not this , ....but from Mirza Qadyani.

jab koi jawab na miley to mirza sahib par laga do :P good idea ab jhoot ko chupana bhi to hai na kisi tarhan..
wohi kafro wali batain jo hazrat muhammad pbuh key dor main kufar e mecca hazoor pbuh par aur on key logo par jhotey ilzam lagatey aur aaj kal aur aaj sey pahley christians hazrat muhammad pbuh ki zaat par ilzam lagatey hain.. on main aur tum main koi fark nahi.. Allah key nabiyo par jo jhoti baat lagata hai wo Allah ki saza sey bach nahi sakta.
 

Back
Top