سال کے آخری مہینے بھی قربانی
پہلا مہینہ بھی قربانی
'
Saal k saarey maheeney hee qurabani ka takaazaa kertey hien..... pehla aur akhri hee nahi...Muslamaanoo ki taareekh qurbaniyo se bhari pari hai (Ghzwa e Bader bhi perhlien)... Hazrat Husein (raziallahu anhu) ki qurbani onhee qurbaniyo ka tasalsul hai....
'
وہ بھی دس١٠ کو
یہ بھی دس١٠ کو
Is coincident se kuch sabit nahi hota.
اُن پے بھی درود
اِن پر بھی درود
be shuk
وہ بھی نبی کا لال
یہ بھی نبی کا لال
be shuk
اُن کی یاد بھی مناتے ہیں
اِن کی یاد بھی مناتے ہیں
Yaad mananey k liye kisi din ko specify kerna Allah aur os k Nabi (sallal laahu alaihi wasallam) ka huq hai...insaano ko ye ikhtiyar nahi k wo apni teref se yadon k din makhsoos kertey phirien..... Allah k Nabi (sallal laahu alaihi wasallam) ki zindagi mien Hazrat Hamza (raziallahu anhu) ki shahdet ka din kareeben 8 dafa aayaa meger Allah k nabi (sallal laahu alaihi wasallam) ne os din ko matam nahi kiya....Alhamdulillah
وہ ذبح العظیم
یہ شہید العظیم
be shuk meger deeger Sahaba (rizwanullah e ajmain) ki shahadet ko kisi terha se bhi kamter nahi samjhaa jaa sakta....
اُن کی یاد سنت
اِن پے رونا سنت
In pe roona biddet aur Islami taleemaat k bilkul khilaaf...
اُنہوں کی خواب نبھایا
اِنہوں نے وعدہِ طفل نبھایا
donon ne Allah ki ataa'at aur farman bardari ki....aur yahee inki zindagi ka nasbul ain thaa....apnee teref se deen takhleeq nahi kiya.
وہ صبر کی ابتدا
یہ صبر کی انتہا
meger hum maatem ker k inkey saber ka mazaak uraatey hien...
وہ کعبہ کو بنانے والے
یہ کعبہ کو بچانے والے
jaisey k pehley kaha Hazrat Husein (raziallahu anhu) ki Qurbani Sahaba (rizwanullah e ajmain) ki qurbaniyo ka tasalsul hai..