Kis cheez ki tableegh karnay ka hukam hai?

There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)
ویسے تو آپ نے آیت کا غلط مطلب نکال لیا ہے لیکن اس بات سے میں متفق ہوں کہ ہمارے نبی پاک نے صرف قرآن کی ہی تبلیغ فرمائی تھی
اس لئے میں یہ سمجھنے سے قاصر ہوں کہ ہم رسول پاک کی حدیث اور سنت کو کیوں نہ پکڑیں ؟آپ خود مان چکے ہیں کہ ان کی سنت بھی قرآن کی ہی عملی شکل ہے
تو اگر کوئی بات ، حدیث ، سنت وغیرہ ہم تک پوھنچتی ہے اور اس کی تصدیق قرآن سے بھی ہو جاتی ہے تو اسے رد کیسے کریں ؟
 
Oldwish

Senator (1k+ posts)

Thread starter is a munkir hadith troll. He is not here for debate. Many have wasted time with him including me. If you ask him some questions from the quran, he will not answer. You can try if you want or you can simply click his user name and see his history.
He is here just to fool some people who don't have much information.
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
insaanu ki tamaam ter malumaat bunyaadi tor per insaanu aur deegar ashiyaa hi se aati hen. kabhi sochen jin baatun ko ham insaan apni zindagi ke tajarbaat kehte hen woh baaten hoti kia hen aur kahaan se aati hen hamaare paas?

yahee baaten hen jo ham ko khudaa ki baaten samajhne ke qaabil bhi kerti hen. aur koi tareeqa hamaare paas mumkin hi nahin hai khudaa ki baatun ko theek tarah se samajhne ka. asal baat khudaa ki baatun aur deegar baatun main farq rakhne ki hai. quraan aik standard hai jis ko jab ham theek tarah se samajh jaayen ge to woh hamaari rahnumayee kare ga.

yahaan pohnch ker ye sawaal peda ho jaata hai keh quraan ko theek tarah se samajhne ka sahee tareeqa kia hai jisse ye baat saabit ho jaaye keh quraan fil haqeeqat aik pemaana hai sach aur jhoot main farq ka ya drust aur ghalat main farq ka.

yahee to wajah hai keh main baar baar keh rahaa hun in baatun ko samjhen ta keh aap ke zehn main ye masla hi na rahe keh quraan ke siwaa bhi malumaat drust ho sakti hen ya nahin.

ye baat yun samjhen keh aap ko hisaab ka koi sawaal pesh aa gayaa hai. maslan aap aik jaga ka raqba maloom kerna chahte hen. aap ne aik tareeqa socha keh ye masla yun hal kiya jaa sakta hai. ab us tareeqe ko jo aap ne is masle ke hal ke liye socha us jaga per apply karen. agar us ne kaam ker diya to tareeqa drust hai aur agar nahin kiya to phir mazeed try maaren aur ye silsila jaari rakhen jab tak aap nateeje per pohnch nahin jaate.

ab bahot koshish ke bad aap ne maloon kiya keh jaga ka raqba=tool x arz. aap ne is ko jab jaga per laagu kiya to jawaab drust aa gayaa lihaaza aap ne formula maloom ker liya jaga ka raqba dhoondne ka. bilkul yahee kaam insaanu ne kerna hai quraan ke baare main.

yani aap ne quraan ko samajhne ki koshish main tarah tarah ke tareeqe sochne aur try kerne hen aur jo tareeqa quraan ko theek tarah se aap ko samjhaa de us ko apnaa lena hai aur baaqi sab ko rad ker dena hai.

quraan ko theek tarah samajhne ke baad aap quraan ko standard banaa len aur phir baaqi sab sources of information se is ke mutaabiq maloomaat ko drust maan len aur baaqi sab ko ghalat ya doubtful.

mullah ki ye behs bhi is tareeqe ko apnaane se sulajh jati hai keh quraan standard hai ya insaani aqal. kyunkeh jab aap quraan ko jaanchen ge to aqal standard ho gi aur jab quraan aqal main aa jaaye ga to phir quraan standard ban jaata hai. kyunkeh aqal is ki drustagi jaan leti hai aur maan leti hai. For a detailed explanation of things about the quran, deen of islam and pakistan see HERE, HERE, HERE, HERE and HERE.
 
Last edited:

Citizen X

President (40k+ posts)

There you go once again deceptively promoting Mullah Perwez
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
There you go once again deceptively promoting Mullah Perwez

dear X, there you go again and again, where did I mention parwez in particular in this post? Stop imagining parwez everywhere. If you open links I gave there, you will see all sorts of videos not just parwez ones.

regards and all the best.
 
Citizen X

President (40k+ posts)
dear X, there you go again and again, where did I mention parwez in particular in this post? Stop imagining parwez everywhere. If you open links I gave there, you will see all sorts of videos not just parwez ones.

regards and all the best.
You are a cut and paste champion, only 3 links work 2 are uploaded by you on archive so 99.9% there are Perwezi version, one is by a closet perwezi member here and the last two don't work. But since they are on your clipboard for ages and don't bother to even check just blindly cut and paste
 
Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
Posted as received.

Dear Readers, following the awesome proclamation of this great Sage of Muslim world (Allama Iqbal), we should have no hesitation to agree with this verdict of his which he delivered in this verse:-مسلماں نہیں راکھ کا ڈھیر ہے بجھی عشق کی آگ اندھیر ہے
Meaning that the “The fire of utmost love and passion has extinguished causing pitched darkness all around -the Muslim is rendered a mound of ashes”.
 
FORCE

MPA (400+ posts)
The thread starter is following the Quran alone. Majority of the Muslims are following mazhab.
I follow him as he is spreading the Deen of Allah.
 
Citizen X

President (40k+ posts)
The thread starter is following the Quran alone. Majority of the Muslims are following mazhab.
I follow him as he is spreading the Deen of Allah.
I also follow the Quran and Sunnah alone, but unfortunately Wake Up Pak has his own version of the Quran in which neither salah exists, neither fasting exists, neither hajj or umrah.