sorry to say koi musulman akliyati ilaqo main rehne se nahi darta Pakistan main haan koi or mazhab ka aksariati ilaqe main zaroor darta hai.. kia hum nahi jante apne logo ko???
kitnay afsoos ki baat hai k akliyati ilakay mein log rehne say b dartay hein aur unko batana parta hai k woh muslmaan hein
hum waise tou islam k naam pay bare jazbati ho jatay hein magar kya yeh harkatein islamic hein?
sharam say doob maro jo kisi akliyat ko uska hak nae de sakta
sorry to say koi musulman akliyati ilaqo main rehne se nahi darta Pakistan main haan koi or mazhab ka aksariati ilaqe main zaroor darta hai.. kia hum nahi jante apne logo ko???
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|