mubarik Shah
Chief Minister (5k+ posts)
Nabi Pak par Lakhon salam....
Nabi Pak par Imran tau kia hum sab qurban.....
Please tell the same lesson to Mariam Nawaz which you have for PTI workers......
Nabi Pak par Imran tau kia hum sab qurban.....
Please tell the same lesson to Mariam Nawaz which you have for PTI workers......
ye wohe PTI or Liberals hain jab koe ghustakh ko gali dyta hai tou us ko tameez sikhai jati hai or Oswa e Hasana yad dilaya jata hai, or ghustakh ki bajaey ulta gali dynay walay k khilaf bakwas shuru kardi jati hai ..... Lakin janab jab bat imran khan pay ati hai tou kounsa islam , kaisa ikhlaq kounsa ouswa, sub bhool k aesi gandi zaban istemal ki jati hai k rooh kanp outhay.
Khadim sahab pay yehe ilzam hai k wo gali dytay hain, magar kis ko or kis k leye?? Ghustakh ko Or Nabi e Pak صلی اللہ علیہ وسلم k leye , agar tm log imran ki wafadari mai musalmano ko galiyan day sktay hou tou khadim sahab Nabi صلی اللہ علیہ وسلم k leye ghustakhoun, baydeen or deen k dushmano ko kyu nahe gali dysktay .... :) Khadim sahab such farmatay hain "gal wich hor aey" ,
Khadim sahab ki zaban say masla nahe, aesi zaban tou boht aam hai, bat ye hai k khadim sahab deen ki kyu bat kartay hain, Qabar mai pata lag jaeyga kis ki wafadari kam ati hai :) Imran khan ki ya Nabi e Pak صلی اللہ علیہ وسلم ki.
![]()