PPP aur Pmln ki 1st priority yahi hogi k kuch bhi ker k azaad umeedwaron ko mila ker PTI ko bahar ker k khud govt bana li jay, chaahy usky liye kisi bhi party ya MNA ko kitna he pesa kion na dena pary...taa k inka khud ka banaya huwa corrupt system bachaya ja saky