To All Pardesi brothers ... This will touch your heart 100%

Lawangeen

Minister (2k+ posts)
255429_462145287149410_326694919_n.jpg
 

Lawangeen

Minister (2k+ posts)
آج ساتویں عید گزر گئی، اپنی ماں سے دور، اے اللہ کب یہ امتحان ختم ہوگا ؟

Mairi Duwa hai kai Agli Eid App Apni Maa kai saath Karain... Duwa and more duwa, ALLAH hum ko saath Maoo sai zyada pyar karta hai....
 

NAWAZNOORA

Senator (1k+ posts)
Rule ditta aye zaalima..... Meri doosri eid hai canada mein family ke beghair ...aur bus lahore lahore aye..... Aur apne gehr jesi jagha aur kooi nahin...
 

concern_paki

Chief Minister (5k+ posts)
ab to aadat ho gayee hai... yaa hi nahin apne shahar main kab eid manayi thi.......not long....but yes..13 years
 

Adeel Rehman

Chief Minister (5k+ posts)
[MENTION=13822]Lawangeen[/MENTION] .... Rula hi deya hy yar, pehlay hi dil bohat bojhal tha... Maa ka chehara hi nazroon k samney rehta hy, Allah Pak sub ki Maaon k saya un ka saroon p qaim rakahy "Ameen"
 

Adeel Rehman

Chief Minister (5k+ posts)
آج ساتویں عید گزر گئی، اپنی ماں سے دور، اے اللہ کب یہ امتحان ختم ہوگا ؟

Allah Pak app ko jald apni Maa sy milana naseeb farmaye (Ameen) it's not formality, meri dilli dua hy :)

i am not a rich person but i dont care much about money and mostly go to Pakistan twice a year.... Saudia ka ek ye bhi faida but you are on the edge of the world it's difficult for you to have regular visits. (God Bless You)

is dunya me "Maa" k siwa aur rakha hi keya hy... jo maza "Maa" ka word use kerny me hy wo kisi aur lafz me nahi.... me tu khud apni ammi ko zeyada ter "Maa" keh k hi pokarta hon :)

 

Adeel Rehman

Chief Minister (5k+ posts)
[MENTION=8557]nuzhatghazali[/MENTION] ... dil phat'ta hy esy thread p, yar na keya karoo esi uploads... Allah pak kisi bachay sy us ki maa na juda karay (Ameen)
 

Lawangeen

Minister (2k+ posts)
@Lawangeen .... Rula hi deya hy yar, pehlay hi dil bohat bojhal tha... Maa ka chehara hi nazroon k samney rehta hy, Allah Pak sub ki Maaon k saya un ka saroon p qaim rakahy "Ameen"
Jub hum bhi pardes mai nayee thai to halaat kuch mukhtalif nahi thai par yeh wakt buhat zalim cheez hai doost... aadmi aadi ho jata hai par wakt itna zalim nahi kai dil mai sai Maa ka pyaar aur yaad ko mita sakai.... mai to roz yeh duwa karta hon kai ALLAH pakistan kai halat jaldi sai achai karai ko koi bhi pardes mai naa rahai... sub apnai mulk laut ayai aur apni maao kai saath rahain...
 

Back
Top