Stem cells (finally) create new working human hair follicles

Uncle Q

Minister (2k+ posts)

اے ایف پی فائل فوٹو

[TD="align: right"]
54c8e72f9b424.jpg
[/TD]

نیویارک : گنج پن تو ہر مرد کے لیے بھیانک خواب کی حیثیت رکھتا ہے مگر لگتا ہے کہ اب یہ ماضی کا قصہ بننے والا ہے۔

جی ہاں امریکی طبی ماہرین نے گنج پن کا علاج ڈھونڈ نکالنے کا دعویٰ کیا ہے۔

ایک خاص عمر میں ہر مرد کو ہی شیشہ دیکھتے ہوئے اپنے بالوں کی تعداد میں کمی پریشان کردیتی ہے اور دنیا بھر میں لگ بھگ 50 فیصد مردوں کو اس مسئلے کا سامنا ہوتا ہے۔

تاہم اب فلوریڈا کے اسٹینورڈ برننہم میڈیکل ریسرچ انسٹیٹوٹ کی تحقیق کے دوران ماہرین نے انسانی اسٹیم سیلز کی مدد سے نئے بال اگانے کا کامیاب تجربہ کیا۔

اس سے پہلے بھی اس طرح کی کئی کوششیں کی گئی تھیں جو زیادہ کامیاب نہیں ہوسکیں۔

تاہم اسٹیم سیلز کے استعمال سے طبی ٹیم نے چوہوں پر اس کے مثبت نتائج حاصل کیے ہیں۔

محقق الیکسی ترشکیک کے مطابق امید ہے کہ یہ طریقہ کار ہیئر ٹرانسپلانٹ کے مقابلے میں گنج پن پر قابو پانے میں زیادہ موثر ثابت ہوگا۔

ان کا کہنا تھا کہ ہر انسان سے لامحدود مقدار میں اسٹیم سیلز حاصل کیے جاسکتے ہیں اور ان کو بالوں کو اگانے کے لیے استعمال کیا جاسکتا ہے۔
http://www.dawnnews.tv/news/1015981
 
shumali

Senator (1k+ posts)
aap ko Nawaz aur Shahbaz phobia ho gaya hai tau mera is mein kia qasoor ?
Phobia to nahi, lekin inn ki koi harkat mulk ki mufad mein nahi lagti, agar aap ko unn sey yani Nawaz aur Shabaz "philia" hey to mujhey koi aitraz nahi, khuda aap ko yeh mubarak karey aur sada aap par qaim o daim (amen) rakhey
 
issues pe hukamranu se ikhtelaf koi buri baat nahin ,aap ko poora haq hai hakumti policies pe tanqeed karain __main sirf zati attack ke baaray baat kar raha tha :biggthumpup:

agar zati fael ka kharch bhi awam hi key paison sey hon to woh zati fael nahi rehta, baqi aap samajhdar hein.......
 
main shaid apni baat ko explain nahin kar saka ,mera matlab sirf yeh hai ke kisi ki zaat ko nishana nahin banana chahiye __agar koi leader ,wazeer qoumi paisa apni zaat pe lagata hai tau wo baat zati nahin rehti
agar zati fael ka kharch bhi awam hi key paison sey hon to woh zati fael nahi rehta, baqi aap samajhdar hein.......
 
Back
Top