PAKI-MEHBOOB
Politcal Worker (100+ posts)
jo b pakitan ko agay la kar jaya ga hum uss ka saath hai mujhay lagta hai ka sharif bro ka alawa aur koi is kable nahi mujhay yeh hum sab jantay hai but hum apni adatoo sa majboor hai hum haqaqeet passand nahi mera aik dot hai vo mqm ka punjab ka kargan hai bolta hai yar hum 5arbe salana fund milta hai mqm sa to hum ayashi kerta hai baqi huari koi mqm sa talaq nahi humera office main lahore mai nawaz sharif kay hi himayati hai