Shaheed e Khattam e Nabuwwat PBUH

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Jaisa Ke aap Loog jante hain ke aaj hi woh Tareekhi din hai Jab Pakistan ki Parliament main Zulfiqar Ali Bhutto ki Qayadat main yeh Tareekhi Karnama Sar Anjam diya gaya tha , Is Chapter ki lambai ki wajha se main ne is Chapter ko 3 Hisson main Taqseem kar diya hai , Is chapter ka Part one aap ki Khidmat main Hazir hai , Yeh Chpter jis kitab se liya gaya hai woh kisi Mullah yah Tehreek e Khatm e Nabuwwat ke Karkun ki likhi hui nahi hai , Kitab Parrh kar jo Tahassur milta hai woh yeh hai ke Kitab ka Writer Shia Firqay se Taluq rakhta hai , Kitab ka Writer Mullah nahi balke aik Clean Shave Jawan aadmi hai

Main ne yeh Shia wali baat
jaan boojh kar mention ki hai kuin ke Yeh Chapter Jis issue se Related hai us Issue par Pakistan main aik Tabqa hai jo kehta hai hai ke Yeh Karnama to maulviyon ki wajha se hua aur Bhutto to us par Razi nahi tha , Is main koi Shak nahi ke Hamare Ullama ka is Tehreek main bohut Barra Kirdar tha , Ullama ne Saalon Saal Jail bhi kaati aur Jaan ki Qurbaniyan bhi din is Tehreek main , Yeh Tabqa yeh bhi kehta hai ke AJJI CHOORAIN JI , IS KISAM KI BAATAIN TO SIRF MAULVI KARTE HAIN , Lihaza us Khaas Zehniyat Rakhne wale Tabqay ki Khidmat main Arz hai ke Yeh Writer na to Mullah hai aur na Mufti hai Balke aik Clean Shave Naujawan hai jis ki Puri Kitab Parrh kar jo Tahassur Zehen main Ubharta hai woh yeh ke Kitab ka Writer Shia Firqay se Taaluq rakhta hai , Kitab ka Writer Maulviyon se Elergic Nazar aata hai Jagah Jagah jis ka Woh Izhar bhi karta hai , Baqi Allah Behter Jane

Zulfiqar Ali Bhutto ke ooper likhi jane wali is kitab ke Writer ka Daawa hai ke us ki Saalon Saal ki Tehkeek Ke Baad yeh Kitab Likhi hai , Kitab ka Writer Shaheed Bhutto ka Aisa Aqeedat Band hai k bus Kia bataon :)

Admin aur Moderators se Guzarish hai ke woh Sirf Mazhab ko Bunyad bana kar Is Thread ko Delete na karain , aur na hi is ko Merge karain kuin ke Is Mohzoh ka Taluq sirf Mazhab se nahi balke Siasat se bhi hai , Shukria

One.jpg


image.png


Part 1

Nabuwwat_1.png

Nabuwwat_2.png

Nabuwwat_3.png

Nabuwwat_4.png

Nabuwwat_5.png

Nabuwwat_6.png

Nabuwwat_7.png

Nabuwwat_8.jpg


Nabuwwat_9.png

Nabuwwat_10.png

Nabuwwat_11.png

Nabuwwat_12.png

Nabuwwat_13.png

Nabuwwat_14.jpg

 
Last edited:

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Is Chapter Ka Dosra Hissa main Kal Share karon ga

Tamaam Moderarors se Guzarish hai , Issay Delete na karain
 

Ali raza babar

Chief Minister (5k+ posts)
ہاں بھائی ، کچھ دن تک انشاللہ بھائی صاحب کا یہ بھی تھریڈ ہو گا.


تھامس ایڈیسن بھی بھٹو سے متاثر تھا.
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
ہاں بھائی ، کچھ دن تک انشاللہ بھائی صاحب کا یہ بھی تھریڈ ہو گا.


تھامس ایڈیسن بھی بھٹو سے متاثر تھا.

Aehem mozoh hai , mukhalazaat se Gurez karain
 

Democrate

Chief Minister (5k+ posts)
اگر صرف اسلام کی خدمات کہ حوالے سے بات کی جائے تو مورخ جناب ذوالفقار علی بھٹو کو ایک عظیم مسلمان،مفکراور عالم اسلام کو ایک پلیٹ فارم پر اکٹھا کرنے والے رہنما کے نام سے یاد رکھی گی, آپ کی سوچ سمندر سے گہری اور نظر آسمان پر تھی
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
سوہراب بھٹوکو سارے شیعہ کیوں سپورٹ کرتے ہیں کیا نصرت بھتو کا ایرانی ہونے کی وجہ سے

Shaheed ko to har rang o Nasal , Firqa o maslik , aur charon sobon k loog Pasand karte hain , Bus jo Gumrah , La illm aur Bhatke huay loog hain un ko chor kar sab Pasand karte hain , Mere Khayal se to Bhutto khud bhi Shia tha
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
اگر صرف اسلام کی خدمات کہ حوالے سے بات کی جائے تو مورخ جناب ذوالفقار علی بھٹو کو ایک عظیم مسلمان،مفکراور عالم اسلام کو ایک پلیٹ فارم پر اکٹھا کرنے والے رہنما کے نام سے یاد رکھی گی, آپ کی سوچ سمندر سے گہری اور نظر آسمان پر تھی

Be shak , Be shak
 

rtabasum2

Chief Minister (5k+ posts)
اگر صرف اسلام کی خدمات کہ حوالے سے بات کی جائے تو مورخ جناب ذوالفقار علی بھٹو کو ایک عظیم مسلمان،مفکراور عالم اسلام کو ایک پلیٹ فارم پر اکٹھا کرنے والے رہنما کے نام سے یاد رکھی گی, آپ کی سوچ سمندر سے گہری اور نظر آسمان پر تھی

یہ بات تو شہیدضیاء ال حق کے لیے بھی سچی ہے الله دونوں کے درجات بلند کرے
 

WatanDost

Chief Minister (5k+ posts)
جناب ایمان کا پیمانہ ہی یہی بتا دیا گیا کہ
" اپنی جان سے بڑھ کر محمّد عربی صدقہ امی وا ابّی کو محبوب رکھنا " ، باقی تمام پیمانے چھوٹے ہیں ،
باقی ذاتی افعال و کردار میں بھٹو کتنا " نیک " تھا وہ بھی ایک زندہ حقیقت ہے
بہرحال
الله تمام مرحومین کی مغفرت فرماۓ
 

Believer12

Chief Minister (5k+ posts)
شہید ختم نبوت اگر بھٹو ہے تو دشمن ختم نبوت ضیاء ہوا جس نے اسے پھانسی دی
 

rtabasum2

Chief Minister (5k+ posts)
Shaheed ko to har rang o Nasal , Firqa o maslik , aur charon sobon k loog Pasand karte hain , Bus jo Gumrah , La illm aur Bhatke huay loog hain un ko chor kar sab Pasand karte hain , Mere Khayal se to Bhutto khud bhi Shia tha


شہنواز تو انگریزوں کا پھٹو تھا اس کا کوئی مذہب نہی تھا شاہ ایران کی دوستی کی وجہہ سے میرے خیال میں اس نے اپنے اپ کو شیعہ ظاہر کرنا شروع کر دیا تھا اس کی والدہ تو ہندو سے
مسلمان ہوئی تھی
 

Democrate

Chief Minister (5k+ posts)
یہ بات تو شہیدضیاء ال حق کے لیے بھی سچی ہے الله دونوں کے درجات بلند کرے



ایک قاتل،فاجر اور منافق ...اسے اچھی ضیاء کی تعریف ممکن نہیں ..ایک بہروپیا جس نے اسلام کہ لبادہ اوڑ لیا, ویسے دور جانے کی بات نہیں پچھلے تیس سال کی تاریخ دیکھ لیں اور اندازہ لگا لیں مورخ اس وقت ضیاء کو کس نام سے پکارتا ہے
 

rtabasum2

Chief Minister (5k+ posts)
ایک قاتل،فاجر اور منافق ...اسے اچھی ضیاء کی تعریف ممکن نہیں ..ایک بہروپیا جس نے اسلام کہ لبادہ اوڑ لیا, ویسے دور جانے کی بات نہیں پچھلے تیس سال کی تاریخ دیکھ لیں اور اندازہ لگا لیں مورخ اس وقت ضیاء کو کس نام سے پکارتا ہے


مرد مومن مرد حق ؟؟؟؟؟
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)

شہنواز تو انگریزوں کا پھٹو تھا اس کا کوئی مذہب نہی تھا شاہ ایران کی دوستی کی وجہہ سے میرے خیال میں اس نے اپنے اپ کو شیعہ ظاہر کرنا شروع کر دیا تھا اس کی والدہ تو ہندو سے
مسلمان ہوئی تھی

InshAllah muntazir bhai aap ko jawab dain ge