Yah Gareeb loog shaheed ho jatay hain, afsoos sirf is baat ka hai kah munafiq or dharti kah boj hamaray hukmran bach jatay hain. Allah is ko janat mai jaga dah or is kah ghar walon ko sabar, Pata nahi is gareeb kah ghar ab roti dal pakay gi kah nahi. Allah pak sa dua hai Ya Rab Ul Aalamin is Pakistan sa aik aik munafiq or lalchi Hukmran ko khatam ker dah nishane ibrat bana dah. Amen