SalmanShar
Banned

Last edited by a moderator:
یہی وجہ ہے کہ مسلمان اللہ کے عذاب کے حقدار ہو گئے ہیں
karachi ma be ye hi hota haIts common in Punjab. We all know this, This is a long history of Punjab,
jis mulk main molvi bachoon ka rape kertay hoon, madrasson main rape hotay hoon, females se nahi bachoon or animals se sex kiya jata ho,,, ap ko wahan sirf aurtain he nazar aati hain ,,,,, aap ye na kaho k YEHE WAJA HAI,,, aap kaho k YE BHI AIK WAJA HAI , then i will accept your baat.
یہی وجہ ہے کہ مسلمان اللہ کے عذاب کے حقدار ہو گئے ہیں
Kia fashion shows mein hee log buray kaam kar rahay hein, mosques, schools colleges mein kia aisa nahee hota.
Sirf aik profession ko bura kehnay kee wajah samajh nahee aati.Achay aur buray log har jagha hotay hein.
Aaj aap nay article likha, kaal koi molvi sahab tfatwa sadar karein gay aur parsoo aik sue side bomb attack ho ga.
Muasharay mein sudhar lanay kay aur bhee tarikay hein.
Agar face acha na ho to baat to achi karlo
jis mulk main molvi bachoon ka rape kertay hoon, madrasson main rape hotay hoon, females se nahi bachoon or animals se sex kiya jata ho,,, ap ko wahan sirf aurtain he nazar aati hain ,,,,, aap ye na kaho k YEHE WAJA HAI,,, aap kaho k YE BHI AIK WAJA HAI , then i will accept your baat.
کیا اچھی بات کروں؟ یہاں کیا ہے اچھی بات بتاؤ؟ مجھے لگتا ہے کے تمھارے پاسس فضول بکواس کرنے کے لئے بہت وقت ہے
Agar aap ka dil dukha to mazrat karta hun. Mera maqsad yeh tha k musalmano k liye azab mangnay say behtar un ki hidayat ki dua karo. Hazoor nay bhi allah say achi dua mangi aur ummat per aik sath azab na aye ki dua ki jisay allah nay qabool kia. Hum sab kisi na kisi tarah say aisay kamoon main mashgool hai jis ki waja say azab to sab per asakta hai agar nabi ki dua na hoti hamaray liye.
معذرت کی کوئی ضرورت نہیں میرے بھائی، اس ملک میں نجانے کتنے لوگ دیں مانگتے ہیں، پر اگر اس کے باوجود بری بڑھتی جائے تو پپھر کوئی بھی ہدایت کسی برے پی اثر نہیں کرتی، جس کی وجہ سے وہ برے لوگ عذاب کے مستحق ہو جاتے ہیں، اس لئے ہم سب اجتمائی طور پر عذاب اٹھائیں گے
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|