janab imran khan ki idealolgy se koi bhi pakistani mukhalifat nahi kr sakta kion k jo bullet points wo apni hr taqreer men krty hen wo hain hi haqeeqat aur pareshani men doobi iss awam k jazbat ko media men khul k samnay anay ka moka imran khan ki waja se mila.... lakin baat wahin pe atki hoi hay....kia 68% unparh qoam imran khan ko theek tarah se pahchanty bhi hen ya nahi...iss mulk ki total abadi ka 51% khawateen pr mushtamil hay....51% khawateen population sirf usay vote deti hen jinhain un k baap bhai shohar ya beta deta hay...yani 51% khawateen to sochnay samjhnay se hi aari hen kion k un ki soch k maalik un k apnay ghar k mard hen...ab baat rah gaee free aur fair election ki...1947 se lay kr pakistan men aisa kia fair hua hay jo aenda iss baat ka yaqeen kr lia jaye k kuch fair kisam ki cheez ab ho sakti hy (under the presidency of Zadari) ham kasay yaqeen kar lain k kisi dehaat men rahnay wala ilam din apnay wadairy k khilaf baghawat kr sakta hay...kisi gaon men ghurbat ki lakeer k neechy rahny wali auratain vote ki taqat ko janti bhi hain ya nahi ?lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz;);););)
So I will start writing good good for Imran Khan, that will make you feel happy and better........lolzzzzzzzzz...will try this week end...stay tuned..........lolzzzzzzzz
janab imran khan ki idealolgy se koi bhi pakistani mukhalifat nahi kr sakta kion k jo bullet points wo apni hr taqreer men krty hen wo hain hi haqeeqat aur pareshani men doobi iss awam k jazbat ko media men khul k samnay anay ka moka imran khan ki waja se mila.... lakin baat wahin pe atki hoi hay....kia 68% unparh qoam imran khan ko theek tarah se pahchanty bhi hen ya nahi...iss mulk ki total abadi ka 51% khawateen pr mushtamil hay....51% khawateen population sirf usay vote deti hen jinhain un k baap bhai shohar ya beta deta hay...yani 51% khawateen to sochnay samjhnay se hi aari hen kion k un ki soch k maalik un k apnay ghar k mard hen...ab baat rah gaee free aur fair election ki...1947 se lay kr pakistan men aisa kia fair hua hay jo aenda iss baat ka yaqeen kr lia jaye k kuch fair kisam ki cheez ab ho sakti hy (under the presidency of Zadari) ham kasay yaqeen kar lain k kisi dehaat men rahnay wala ilam din apnay wadairy k khilaf baghawat kr sakta hay...kisi gaon men ghurbat ki lakeer k neechy rahny wali auratain vote ki taqat ko janti bhi hain ya nahi ?
iss mulk men inquilaaab sirf foj ka danda la sakta hay aur imran khan ka khuwab bhi shayd isi surat mumkin hay k koi foji general iss sari political bisaat aur corruption se bharpoor government ko ghar bhaij de aur imran khan ko as a caretaker PM bana dia jaye....doosri surat men Khan sahib agar 20 seats bhi nikaal gaye to un k liye aenda anay 10 saalon men Pakistan ka PM bananay ka chance mil sakta hay warna shayd iss qoam men siwae zulm sahny aur aik soorakh se baar baar daswanay ki ab adat par gaee hay...

Piyarey Malik Sahab
Aap ki is jazbati taqreer sun ker aap yaqeen karein main buhut mutasir huwa houn........go keh app bhi meri hi tarha bairoun e Pakistani key shehri hain aur yaqeenan itni samjh boojh zarour rakhtey houn gey keh Haqeeqat main zinda rahna buhut zarouri hota hai.
Merey bhai yaqeenan Jitney ziyada supporters Imran Khan keh overseas hain utney Pakistan key under nahi hain......ho bhi nahi nahi saktey..Pakistan key jughraphiey sey to aap bakhobi waqif hi houn gey. Pakistan ka adhey sey ziyada raqba deihaat per mushtamil hai, jahan key logoun ki zindagi un key wadeiroun aur jagirdaroun ki marhoun e minat hoti....woh un key zaati kummi kameen hotey hain...aur un sey baghawat ka soch bhi nahi saktey.....adhey sey ziada deihati ilaqa Internet ki naimat sey bhi mahroum hai..aur un logoun ko is baat ka bhi andaza nahi hoga...Imran Khan ab tuk kiya kuch kar sakey hain...ya kiya kuch karna chahtey hain. ab aa jaiyey shehri ilaqoun ki taraf.......yahan per agar aap 45% Internet use karney waloun ko nikal bhi lein to jo shakhs thoda sa bhi pdha likha hai, woh zarouri nahi hai key Imran Khan ko support karta ho, is ki misaal aap Karachi Lahore Hyderabad jaisey shehroun sey laga saktey hain.........ab aap merey aziz khud soch lijyey key Pakistan key election ka result overseas Internet base Pakistani karein gey ya phir woh jo Pakistan key under gul sar ker mar rahey hain woh karein gey.
Overseas Pakistanioun key pass ager election ka right aa jayey to yaqeenan Imran Khan key kuch chance bun saktety hain.
Warna khuwab main zinda rahney sey kisi ney kisi ko nahi roka hai..........bus merey bhai aap sey sirf itni darkhwast karoun gaa......keh jazbaat main aa ker itni badi batein na kiya karein jo aap ko khud hi mazaq bana kar rakh dey.
Waisey yeh bhi khoub hai..........bus Imran kHAN KI ANDHI TAREEF KIYEY JAO TO to aap PTI waley hain.....warna Mukhalif.
lolzzzzzzzzzzzzzzzz
Thoda sa grow kijiyey apney aap ko.........mukhalifat ko jhailna sikhiyey......agar koi aap key such key ko such nahi manta to na maney....aap ko bhi koi force to nahi kar raha key aap dosrey key such ko such maniyey................
Waisey ziyada deir nahi hai..........thoda sa election ka intezaar kar lijiyey.........jo set up aaj PTI ka Imran Khan sahab ney rakhja huwa hai....us ka nateeja bhi samney aa jayey ga.
Mukhlifat baraey mukhalifat hi sahi.........aap daliel paish kijiyey.....shayad aap ki baat koi samjh jayey....waisey lugta to nahi aaj ki soorat e haal key mutabiq.......;););)
jab nawaz aur zardari mulk se bhag jayenghe aur Pir unhn pakistan ka idyala jail ma depot kia jayegah aur donun aik bed par soyenghe toh tumhra kia ho gah kaliya?
اسلام و علیکم،
نہایت ادب سے گزارش ہے کہ آپ احباب کا تجزیہ اپنی اپنی فہم کے مطابق درست ہے لیکن میرا خیال آپ احباب سے مختلف ہے،بقول آپ ساتھیوں کے کہ پاکستانی عوام کا ایک بڑا حصہ دیہات میں رھتا ہے اور انکو شاید اتنا سیاسی شعور نہیں،میرا خیال ہے کہ آج دیہات کا آدمی پولیٹکس کو بہت بہتر سمجھتا ہے ، آپ احباب شاید آج سے 25/30 سال پہلے کا دیہاتی کلچر دیکھ رھے ہیں لیکن آج پنجاب کے تقریباً ہر دیہات تک میڈیا کی رسائی ہے،اور لوگ گاؤں کے تہڑوں پر بیٹھ کر سیاست کو ہی زیر بحث لاتے ہیں ، میں یہ بات وثوق سے اس لئیے کہ سکتا ہوں کہ میرا تعلق یہاں یورپ میں اکثر دیہی علاقوں کے لوگوں سے ہے جو کہ پاکستان کے مختلف علاقوں سے ہے اور میں ان سے اکثر انکی اور انکے علاقے کی عوام کی رائے معلوم کرتا رہتا ہوں جس سے مجھے اندازہ ہے کہ عمران کی مقبولیت کس قدر عروج پر ہے اور لوگ اس وقت عمران پر نظریں لگائے بیٹھے ہیں، آپ خود عمران کے جلسوں میں اس بات کا مشاہدہ بڑی اچھی طرح کر سکتے ہیں کہ دیہی علاقوں سے بھی عمران کو بہت بڑی سپورٹ حاصل ہے، باقی آپ کی بات وڈیرہ شاہی کی تو سندہ میں میں جانتا ہوں کہ عمران اتنی سیٹس نہیں نکال پائے گا شاید ، لیکن پنجاب میں میرے خیال سے بحثیت مجموئی عمران کلین سویپ کرے گا، اسی طرح باقی صوبوں میں خیبر پختون خواہ میں بھی عمران کو امتیازی سیٹس ملیں گی ، بلوچستان میں بھی خدشہ ہے کہ شاید بات نہ بن پائے۔ اس لئیے میرے محتاط اندازے کے مطابق اگر الیکشن شفاف طریقے سے ہو گئے(جن کا امکان بہت روشن ہے،سپریم کوٹ کی کاوش کی وجہ سے) تو پاکستان تحریک انصاف انشاءاللہ بہت بڑی اکثریت سے کامیاب ہو گی، (اگر نواز شریف صاحب 2/3 اکثریت لے سکتے ہیں تو عمران کے لئیے آپ اس بات کو ناممکنات میں کیوں سمجھتے ہیں)،بہرحال اس لاحاصل گفتگو کا منطقی انجام تو الیکشن کے بعد ہی سامنے آسکتا ہے۔ میری یہ ناقص رائے ہے اگر کسی عمران مخالف کے جذبات مجروح ہوئے ہوں تو معزرت کا طلبگار ہوں،اللہ ہم سبکا ہامی و ناصر ہو۔
پیارے ملک بھائی
وعلیکم اسلام
آپ کا تجزیہ پڑھ کر یقین کریں بہت دلی خوشی ہوئی
آپ کے منہ میں گھی شکر
کاش کہ پاکستانی دیہات آپ کے کہنے کے مطابق اتنے ہی پڑھے لکھے ہوتے جتنے آپ کے تجزیے کے مطابق ہیں تو آج پاکستان کہیں سے کہیں پوھنچ چکا ہوتا.
مسلہ یہ ہے دوست کے پاکستانی ماشا اللہ پاکستان کے دور پار دیہاتوں سے نکل کر بیرون ے ملک آباد تو ہو گنے ہیں وہ اپنے دیہاتوں کی نمائندگی اپنی سوچ کے حساب تو کر سکتے ہیں مگر بدقسمتی سے اس کا حقیقت سے کوئی دور تک تعلق نہیں ہوتا آپ بات کر رہے ہیں پچیس سے پینتیس سال پیچھے کی اگر آپ بذات خود پاکستانی دیہات تشریف لے جایئں تو آپ کو اندازہ ہوگا کہ ان ظالموں نے اپنے مذموم مقاصد کے لیے ان غریب لوگوں کو پچاس سال پیچھے رکھا ہوا ہے زیادہ دور نہ جائیں اگر آپ پاکستانی میڈیا کا بغور مشاہدہ فرمائیں تو آپ کو دیہاتوں کی حالت ے زارکا صحیح اندازہ ہوگا
پیارے بھائی جاگیر دار اور وڈیرے چاہے سندھ کے ہوں پنجاب کے ہوں سن نے ان غریبوں کو اپنا بندھی بنایا ہوا ہے ان لوگوں کو اپنی روزی روٹی کی فکر لگی رہتی ہے ان غریبوں کو کیا معلوم کون سیاستدان کون ہے اور کتنا بڑا طرم خان ہو گا ان غریبوں کے پاس نہ اتنا وقت ہے اور نہ ان کی حالت اس بات کی انہیں اجازت دیتی ہیں
چلیں آپ نے بلوچستان اور سرحد اور سندھ کی حقیقتوں کو تو ماں ہی لیا ہے تھوڑا سا غور کریں تو پنجاب میں بھی آپ کو صورت ے حال زیادہ مختلف نہیں نظر آئے گی
اب بات آ کر رک جایے گی کہ اگر آزاد الکشن کمیشن بنا تو موقع ہو گا ورنہ پھر ووہی چاند اور وہی چاندنی تو میرے بھائی اگر کوئی پارٹی بجایے اپنے منشور کے دوسروں کے عمل کی موحتاج ہے تو آپ اس کی کامیابی کے بارے میں کیسے پر امید ہو سکتے ہیں
ظاہر آخر میں صرف اور صرف اللہ کی مدد ہی رہ جاتی ہے بندے کا عمل تو مجھے ہوتا دکھائی نہیں دے رہا
Originally Posted by Malik495
janab imran khan ki idealolgy se koi bhi pakistani mukhalifat nahi kr sakta kion k jo bullet points wo apni hr taqreer men krty hen wo hain hi haqeeqat aur pareshani men doobi iss awam k jazbat ko media men khul k samnay anay ka moka imran khan ki waja se mila.... lakin baat wahin pe atki hoi hay....kia 68% unparh qoam imran khan ko theek tarah se pahchanty bhi hen ya nahi...iss mulk ki total abadi ka 51% khawateen pr mushtamil hay....51% khawateen population sirf usay vote deti hen jinhain un k baap bhai shohar ya beta deta hay...yani 51% khawateen to sochnay samjhnay se hi aari hen kion k un ki soch k maalik un k apnay ghar k mard hen...ab baat rah gaee free aur fair election ki...1947 se lay kr pakistan men aisa kia fair hua hay jo aenda iss baat ka yaqeen kr lia jaye k kuch fair kisam ki cheez ab ho sakti hy (under the presidency of Zadari) ham kasay yaqeen kar lain k kisi dehaat men rahnay wala ilam din apnay wadairy k khilaf baghawat kr sakta hay...kisi gaon men ghurbat ki lakeer k neechy rahny wali auratain vote ki taqat ko janti bhi hain ya nahi ?
iss mulk men inquilaaab sirf foj ka danda la sakta hay aur imran khan ka khuwab bhi shayd isi surat mumkin hay k koi foji general iss sari political bisaat aur corruption se bharpoor government ko ghar bhaij de aur imran khan ko as a caretaker PM bana dia jaye....doosri surat men Khan sahib agar 20 seats bhi nikaal gaye to un k liye aenda anay 10 saalon men Pakistan ka PM bananay ka chance mil sakta hay warna shayd iss qoam men siwae zulm sahny aur aik soorakh se baar baar daswanay ki ab adat par gaee hay...
Im surprised at what you find 'realistic', but i see you have developed a lot of pessimism over time so its not much of a surprise now that you have such low expectations from PTI. I can guarantee you 2 things:Very true..............and very realistic................
You will not do any good to him by writing posts for him,It will make people hate him.really generally your post have no foot or head.samaj he nahi ati.lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz;);););)
So I will start writing good good for Imran Khan, that will make you feel happy and better........lolzzzzzzzzz...will try this week end...stay tuned..........lolzzzzzzzz
accroding to pti or imran khan .........pti will sweep election... This forum is full of pti supporters...i will also vote for imran khan but the thing which i really think about pakistani electoral system.... Is it possible for imran khan to get seats and form a government without the help of all those big parties? Such as pml(n) mqm anp jui?
1- yes
2- no
total national assembly seats are 372 and to form a government imran khan needs 172?
How many seats can pti get in next election?
1- 10 to 20
2- 20 to 50
3- 50 to 100
4- 100 to 172
mderator please confgure this thread as a poll...
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|