Proof of Celebration of Eid e Miladun Nabi صلی اللہ علیہ وسلم from QUran and Ahadees.

Munawarkhan

Chief Minister (5k+ posts)
birhtday k urdu meaning kya hotay hain einstein, paidaish ka din, monday paidaish ka din the tou is din roza rakh k birthday he manaya gaya hai , einstein, farq itna ha hum yearly basis pay celebrate kar rahay hain Nabi e Pak nay weekly basis pay kiya, wesay Ahlus sunnah pura saal he mehfil e milad manati hai

Birthday ka Urdu meaning "salgirah" hota hai.

Roza tu Allah ki biadat main rakha. aur sirf Monday hi ko nahi, bulkay Thursday ko bhi rakha.
Sawal ye hai kay kya 12 Rabi-ul Awwal ko rakha? Aaaj tu Friday hai.

Jaisay mainay dooosri post main kahaa, is ko cultural festival kay naam se celebrate kerlo, but Islam ka hissa bananay ki koshish na ki jayee tu bahtar hai. Birthdays tu achay Christian bhi nahi manatay hum tu phir musulman hain. Aur mana bhi kis ki rahay hain. apnay Huzoor pak PBUH ki jinhon nay hamesha hamain but parastoon ki taqleed say mana kiya.
 

aazad.mubassir

Minister (2k+ posts)
Mr. Cartoon++

You can twist the translation of Al-Quran and Ahdees according to your wish (خود کو بدلتے نہیں قرآں کو بدل دیتے ہیں۔ اقبال) . Can you give any reference of Khulfa e Rashedeen (4 Kahlifas) celebrated his (SAW) birthday. If not then you think your love for prophet SAW is more than them.


lol The prophet himself celebrated his birth :) but don't worry Allah only give this toufeeq to the people he chooses. I have seen many people, in fact vast majority, who opposes this day but celebrates the birthday of their childrens and do all the khurafat in their weddings :) No islam there.
 

THEMUSLIM

Senator (1k+ posts)
Mohammadpbuh ki wilaadat ki tareekh main Ulama ka ikhtilaaf hai lekin tareekhe wafaat pe koi ikhtilaaf nahin........ to kiya aap unki wafaat ki khushiyan mana rahey hain???????????????? Aur jo kaam Sahaba:razi: ne nahin kiya to aap kiyun kar rahey hain??????? kiya aap ko Mohammadpbuh se Sahaba:razi: se ziyaada mohabbat hai?????????????? Dosto asal mohabbat to ye he ke unki taalimaat pe amal karo, Islami Faraez to ada karo phir mohabbat ka dawa karo...............

SallAllaho Ala Mohammad Wa Alaa Aalihi Wa Ashabihi Wasallam......................
 

Cartoon Pro

MPA (400+ posts)
Mr. Cartoon++

You can twist the translation of Al-Quran and Ahdees according to your wish (خود کو بدلتے نہیں قرآں کو بدل دیتے ہیں۔ اقبال) . Can you give any reference of Khulfa e Rashedeen (4 Kahlifas) celebrated his (SAW) birthday. If not then you think your love for prophet SAW is more than them.

do you consider the act of khulfa e rashideen more authentic than the acts of Prophet himself?
 

Cartoon Pro

MPA (400+ posts)

Birthday ka Urdu meaning "salgirah" hota hai.

Roza tu Allah ki biadat main rakha. aur sirf Monday hi ko nahi, bulkay Thursday ko bhi rakha.
Sawal ye hai kay kya 12 Rabi-ul Awwal ko rakha? Aaaj tu Friday hai.

Jaisay mainay dooosri post main kahaa, is ko cultural festival kay naam se celebrate kerlo, but Islam ka hissa bananay ki koshish na ki jayee tu bahtar hai. Birthdays tu achay Christian bhi nahi manatay hum tu phir musulman hain. Aur mana bhi kis ki rahay hain. apnay Huzoor pak PBUH ki jinhon nay hamesha hamain but parastoon ki taqleed say mana kiya.
Nabi e Pak nay monday ko roza isleye rakha kyu k ye ap ki paidaish ka din tha, ab hum is dalel say milad manatay hain,
ab ap ki jahilana batoun pay mai ab jahilana jawab he dounga.
bataou kahan likha hai pizza khana jaiz hai, or pudding .... is ki dalel dou.. pehlay jo roz khatay hou us k halal hounay ki dalel dou islam say
 

Cartoon Pro

MPA (400+ posts)
Nabi e Pak nay masij boht sada banai the, tm log marbel laga k or Ac laga k kyu banatay hou??


ye tu wohi baat hogaye na kay pahlay log balti say nahatay thay ab shower say kyon nahatay hain.
But phir bhi masjid ko sada hona chahiyay, durability kay, infact qayamant ki nishani bhi hai kay masajid, Alishaan hong aur namazi kam hongay.

Nabi e Pak nay Quran ko jama nahe kiya tha , tm log kyu jama kar k parhtay hou?
Waqt ki zaroorat thi, shak tha kay future main koi ayat miss ho sakti hai.

Nabi e pak nay Quran pay airab nahe lagaey thay tm log kyu lagatay hou??
Non-Arab pronunciation main mistake kertay thay, isi liyay lagaye gayee takaymatlab na badal jayeen.

Nabi e pak nay 30 roza taraveh ki jamat nahe karwai the tm log kyu karwatay hou?
tm log se kya murad hai? sab musalman taraweeh parhtay hain.
Nabi Pak Ramadan main rozana nawafal parhtay thay, jamat is liyay nahi kerwayee kay log farz na samajh lain.
Abhi bhi log bajamat is liyay parhtay hain kyonkay asani hojati hai bas. ghar per bhi parh saktay hain.

sawal bilkul jazz tha.
lol Nabi e Pak k zamany mai ak say barh k ak marbel available tha , AP nay masjid ko sada banaya, masid deen ka hissa hai, masjid ko alishan banana biddat hai, ap ki jo logic hai wo is pay jab kam karti jab chezain pehlay say available nahe hoti, Nabi e Pak k zamanay mai ak say barh k ak marble bhe available tha or baray baray mehlat bhe banaey jatay thay, tou ap ki dalel bilkul laghw hai

hahah phas gaya na wahabi, waqt ki zarort k lehaz say deen mai changes karna biddat kehlata hai :D deen mai chnages ko he biddat kehtay hain.

Nabi e Pak say jo amal sabit nahe ap us ko karnay k qail he nahe hou tou ab aarab lagana tou najaiz hougaya ap ki dalel k mutabiq. AGar Quran jaisi chez pay aarab lagwaey jasktay hain logoun k leye, tou phr jashan e wiladat mai rozay k sath sath chiraghan karna kaisay najaiz hougaya...

Nabi e Pak nay taraveh ki 30 roza jamat nahe karwai ,tou jo chez Nabi e Pak nay nahe karwai ap k nazdeek tou wo jaiz he nahe biddat hai ... ab 30 roza taraveh jamat say kyu parhtay hou

Jis tarhan ye batain Nabi e Pak say sabit nahe issi tarhan har wo chez jo Nabi e Pak nay nahe ki najaiz nahe houjati.
 

PappuChikna

Chief Minister (5k+ posts)
سب سے بڈی دلیل تو عالیٰ حضرت احمد رضا خان بریلوی نے دی.


نثار تیری چہل پھل پے ربی الاول ہزاروں عیدیں
سواے ابلیس کے سبھے خوشیاں منا رہے ہیں.

so we should'nt be surprised on what moulvi khadim and moulvi jalali say. onn kay ikabireen bhi pen di siri kay maahir thayy.
 

PappuChikna

Chief Minister (5k+ posts)
Mr. Cartoon++

You can twist the translation of Al-Quran and Ahdees according to your wish (خود کو بدلتے نہیں قرآں کو بدل دیتے ہیں۔ اقبال) . Can you give any reference of Khulfa e Rashedeen (4 Kahlifas) celebrated his (SAW) birthday. If not then you think your love for prophet SAW is more than them.


oyee gustakhh!!!

jab aala hazrat raza ahmed khan baraylvee ne keh dia tou keh diaa.

siwaey iblees kay sabhee khushiaan mana rahay hein.
 

TahiraUmmemomina

MPA (400+ posts)
کس درجہ بے توفیق ہوئے فقیہانِ حرم
آپ بدلتے نہیں قرآن بدل دیتے ہیں
ان لوگوں کا مقابلہ اللہ اور اس کے قرآن سے ہے اور جو اللہ سے مقابلہ کریں وہ ہارنے والے ہیں
 

Nice2MU

President (40k+ posts)
احادیث میں آپؐ کی صرف ایک حدیث ہے اپنی پیدائش کے دن کے بارے اور وہ ہے پیر کا دن ہے جس پہ وہ روزہ رکھتے تھے۔۔۔۔۔۔۔ مطلب ہر سال عید نہیں مناتے بلکہ ہر ہفتے مناتے اور سال میں52 عیدیں مناتے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ نہ انہوں نے اس دن کوئی جلوس نکالا تھا، نہ کیک کاٹا تھا، نہ کسی کو کجھور کھلائیں تھے، نہ عمارتوں پہ چراغاں کیا کرتے،،،، سادگی سے پیر کا روزہ رکھتے اور بس۔۔۔۔۔۔۔۔ ۔سالگرے منانا اور اس پہ کیک کاٹنا عیسائیوں کی رسم ہے جو اب مسلمانوں نے بھی شروع کردی ہے

اور لوگ بچوں کے سالگرے بطور دین کے کام کے نہیں مناتے ۔ کسی نئے کام کو بطورِ دین اپنانا بدعت میں آتی ہے۔


lol The prophet himself celebrated his birth :) but don't worry Allah only give this toufeeq to the people he chooses. I have seen many people, in fact vast majority, who opposes this day but celebrates the birthday of their childrens and do all the khurafat in their weddings :) No islam there.
 

aazad.mubassir

Minister (2k+ posts)

Munawarkhan

Chief Minister (5k+ posts)
lol Nabi e Pak k zamany mai ak say barh k ak marbel available tha , AP nay masjid ko sada banaya, masid deen ka hissa hai, masjid ko alishan banana biddat hai, ap ki jo logic hai wo is pay jab kam karti jab chezain pehlay say available nahe hoti, Nabi e Pak k zamanay mai ak say barh k ak marble bhe available tha or baray baray mehlat bhe banaey jatay thay, tou ap ki dalel bilkul laghw hai

hahah phas gaya na wahabi, waqt ki zarort k lehaz say deen mai changes karna biddat kehlata hai :D deen mai chnages ko he biddat kehtay hain.

Nabi e Pak say jo amal sabit nahe ap us ko karnay k qail he nahe hou tou ab aarab lagana tou najaiz hougaya ap ki dalel k mutabiq. AGar Quran jaisi chez pay aarab lagwaey jasktay hain logoun k leye, tou phr jashan e wiladat mai rozay k sath sath chiraghan karna kaisay najaiz hougaya...

Nabi e Pak nay taraveh ki 30 roza jamat nahe karwai ,tou jo chez Nabi e Pak nay nahe karwai ap k nazdeek tou wo jaiz he nahe biddat hai ... ab 30 roza taraveh jamat say kyu parhtay hou

Jis tarhan ye batain Nabi e Pak say sabit nahe issi tarhan har wo chez jo Nabi e Pak nay nahe ki najaiz nahe houjati.

Bahas La hasil.

Jaisay mainay pahlay kaha ye jitney bhi kaam point out kiya hain, ye zaroorat kay lihaz say kiya gayee, aur ye masail un ki wafaat kay baad paid huay.
aap ki mantaq kuch aisee hai kay Kyonkay toothbrush use kerna biddat nahi hai, isi liyay Huzoor Pak PBUH ki Happy Birthday mana saktay hain.

meri koshish yehi hoti hay, kay agar ye sawab ka kaam hai tu main bhi seekh ker follow karoon. Roza rakhanay ka sawa tu milega, but Huzoor Pak PBUH ki talenmat kay mutabig Monday or Thursday ko rakhoon, ya sirf 12 RA ko. Umeed hai aap ka kal ka roza acha guzra hoga.
 

brohiniaz

Chief Minister (5k+ posts)
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا
لوگوں کو دین میں جو کچھ بھی بتایا گیا وہ نہیں کریں گے اور کریں گے وہ چیزیں جس پر عمل کرنے کی نہیں بتایا گیا اور اسی کی پیروی کریں گے

It is narrated on the authority 'Abdullah b. Mas'ud that the Messenger of Allah (may peace and blessings be upon him) observed:
Never a Prophet had been sent before me by Allah towards his nation who had not among his people (his) disciples and companions who followed his ways and obeyed his command. Then there came after them their successors who said whatever they did not practise, and practised whatever they were not commanded to do. He who strove against them with his hand was a believer: he who strove against them with his tongue was a believer, and he who strove against them with his heart was a believer and beyond that there is no faith even to the extent of a mustard seed. Abu Rafi' said: I narrated this hadith to 'Abdullah b. 'Umar; he contradicted me. There happened to come 'Abdullah b. Mas'ud who stayed at Qanat, and 'Abdullah b 'Umar wanted me to accompany him for visiting him (as 'Abdullah b. Mas'ud was ailing), so I went along with him and as we sat (before him) I asked Ibn Mas'ud about this hadith. He narrated it in the same way as I narrated it to Ibn 'Umar.
حَدَّثَنِي عَمْرٌو النَّاقِدُ، وَأَبُو بَكْرِ بْنُ النَّضْرِ وَعَبْدُ بْنُ حُمَيْدٍ - وَاللَّفْظُ لِعَبْدٍ - قَالُوا حَدَّثَنَا يَعْقُوبُ بْنُ إِبْرَاهِيمَ بْنِ سَعْدٍ، قَالَ حَدَّثَنِي أَبِي، عَنْ صَالِحِ بْنِ كَيْسَانَ، عَنِ الْحَارِثِ، عَنْ جَعْفَرِ بْنِ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ الْحَكَمِ، عَنْ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ الْمِسْوَرِ، عَنْ أَبِي رَافِعٍ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ مَسْعُودٍ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم قَالَ ‏ "‏ مَا مِنْ نَبِيٍّ بَعَثَهُ اللَّهُ فِي أُمَّةٍ قَبْلِي إِلاَّ كَانَ لَهُ مِنْ أُمَّتِهِ حَوَارِيُّونَ وَأَصْحَابٌ يَأْخُذُونَ بِسُنَّتِهِ وَيَقْتَدُونَ بِأَمْرِهِ ثُمَّ إِنَّهَا تَخْلُفُ مِنْ بَعْدِهِمْ خُلُوفٌ يَقُولُونَ مَا لاَ يَفْعَلُونَ وَيَفْعَلُونَ مَا لاَ يُؤْمَرُونَ فَمَنْ جَاهَدَهُمْ بِيَدِهِ فَهُوَ مُؤْمِنٌ وَمَنْ جَاهَدَهُمْ بِلِسَانِهِ فَهُوَ مُؤْمِنٌ وَمَنْ جَاهَدَهُمْ بِقَلْبِهِ فَهُوَ مُؤْمِنٌ وَلَيْسَ وَرَاءَ ذَلِكَ مِنَ الإِيمَانِ حَبَّةُ خَرْدَلٍ ‏"‏ ‏.‏ قَالَ أَبُو رَافِعٍ فَحَدَّثْتُهُ عَبْدَ اللَّهِ بْنَ عُمَرَ فَأَنْكَرَهُ عَلَىَّ فَقَدِمَ ابْنُ مَسْعُودٍ فَنَزَلَ بِقَنَاةَ فَاسْتَتْبَعَنِي إِلَيْهِ عَبْدُ اللَّهِ بْنُ عُمَرَ يَعُودُهُ فَانْطَلَقْتُ مَعَهُ فَلَمَّا جَلَسْنَا سَأَلْتُ ابْنَ مَسْعُودٍ عَنْ هَذَا الْحَدِيثِ فَحَدَّثَنِيهِ كَمَا حَدَّثْتُهُ ابْنَ عُمَرَ ‏.‏ قَالَ صَالِحٌ وَقَدْ تُحُدِّثَ بِنَحْوِ ذَلِكَ عَنْ أَبِي رَافِعٍ ‏.‏


Reference:Sahih Muslim 50 a
In-book reference:Book 1, Hadith 86
USC-MSA web (English) reference:Book 1, Hadith 81
 

Back
Top