میری کوئی ہمدری نہیں ہے پیپلز پارٹی کے ساتھ
ہاں جہاں پورا معاشرہ ہی غلط ہے تو پھر ہم کسی ایک کو ٹارگٹ کیں کریں
کل اگر اپ عمران اسماعیل کی سنتے باتیں جس طرح اس نے ایک عورت کے بارے میں کی تو اپ کو پتا لگتا کے پرسنل اٹیک کیا ہوتا ہے
یہ ہمارے معاشرے کا مسلہ ہے ایک پارٹی کا نہیں
اور جو مزبھی لوگ پرسنل ہوتے ہیں کبھی حافظ سلمان بٹ کو سننا
اور پیپلز پارٹی ہو یا کوئی بھی اس کا احتساب کرو
لیکن یہ کیا کے اپ غبیت شروع کر دو
کیا یہ اچھی چیز ہے کسی کی برائیاں اس کے پیٹھ کے پیچھے اپ بیان کریں
پاکستان تحریک انصاف میں اور پیپلز پارٹی میں بہت فرق ہے
اپ شاہد کسی اور نفرت میں کوئی غصہ نکال رہے ہیں
کھل کر بولو کوور لینے کی ضرورت نہیں
:)
جہاں تک مجے پتا ہے اپ کا تعلق تو پاکستان تحریک طالبان سے ہے نہ کے تحریک انصاف سے
lol Oar app ka Hizb e Bashar Al Assad sai :)
Lekin agar reverse psychology kai bejai thread kai topic pai raha jai tou behtar rahay ga.
Imran Ismail oar Naz Baloch mein farq sirf yeh hai keh woh PPP ko jawab unhi kai zuban mein deta hai.
App koi bhi programme utha lai pehl PPP sai hi hoti hai.
Kya Imran Ismail ki aik maqool strategy hai? woh aik dosri behs hai.
PPP kai leader,hata kai in ka Chair person oar khusra , Billo rani nai bhi apni siasisat ki shuruwat isi tarah ki
(Buzdil khan ,Taliban Khan, TTPTI etc)
(Note karay apnay Chair person kai tarah app nai bhi,Tehrik taliban sai wabistigi ka mangarart ilzam point scoring kai liye istimal kia. Typical PPP strategy.
Food for though)
Is kai ilawa asoolan kisi oar programme mein kisi oar PPP kai chawal kai sath Imran Ismail ki guftago ko Naz Baloch kai sath is guftago mein jawaz banany aik nihayat hi gher maqool si bath hai.
Naz Baloch aik Easy target hai. Yeh siasi gidhon ko pata hai kai agay aik sharif aurat bethi jis ka na koi khas asar o rasookh nahi gandhi zuban.
Shahi syed,Haji Adeel, Mushahidullah, Sharmila farooqi, Shehla Raza saro nai is par charai kar chukay hai.
Jisey (verbal abuse) bhi kaha ja sakta hai. Kaafi bar zoo many oar sexually suggestive language bhi istaimal bi kiya gaya.
Imran Khan ki personal zindagi ko har din TV par uchala jata hai. Wohi Zaani khan, Sita white, Yahoodi kai tanay.
(Compare it to Sharmila, how many times have you heard ppl remind her of her 1998 abortion while in custody for corruption)
Lekin jab tak PTI hadf ho tou in baton ka koi notice nahin liya jaata.
App kai tarah kai "maqol" log mukhtaf kism kai jhotay bahanay banatay hai.
"Yeh amm si batay hai. PTI bhi yahi karti hai." etc etc
bath ko rafa dafa karnay.
Sheikh Rashid nai asembly mein aik zamanay mein Benazir kai barai mein yeh jumlay kasay thay "
O de halat uttay thally ho rai ne // O barai chaiti garam ho jandi aye!". That is it.
Jis par Benazr Ro pari oar PPP Sheikh rashid kai jan kai dushman ban gai.
Klashinkov license kai jaali case banaya gaya oar ussay jail bhe jana para.
Yeh hai PPP ki apni bardasht ka hal.
Yeh koi general mashrey ki burai nahin hai. Yeh kehna topic sai hatnay ka aik oar tareeqa hai
Yeh culture specifically PPP ka hai. Inhon nai is kism ki baysharmai, hular baazi pai mabni siasat 1970 mein introduce karaye.
FSF kai ghundon sai logon kai paon turwai, badmashian ki yahan taq siasi ikhtalafat par qatal bhi kiye.
TV pai PPP kai takreeban saray representative ko isey critieria peh select kiye jatay hai.
(Fahd Hussain, Sharmila,Sheila Raza, Faisal Raza Abidi,Ashiq Awan waghera waghera)
Kyon kai in kai pas is kai ilawa koi argument nahin na hi koi performance. Tou baki bas tamasha reh jata hai.
Lambein lambein safayan pesh kar kay yeh haqeeqat app nahin jhutla saktay.