Dr Adam
President (40k+ posts)
Yazidi to aaj bhi zinda hain aur wohi kaam karengay jo unke paleed jadd ne kia. jitna persecution Aal e Nabi ka hua hai utna kisi ka nahi...kher! yeh to chalta hi rahayga. ek qom ko zinda rehne ke liye itni qurbani to deni hi parti hai.
Allah jang se bachaye....na haq mot kabhi kisi ka faida nahi kerti chahay woh muslim ki ho ya ghair-muslim ki....jang mai na-haq amwaat ka hisaab nahi lagaya ja sakta, aur woh bhi aaj kal ki jang mai.
Yes..... I am deadly against wars and unnecessary human killings.