beautifull subhan allah kiya khubsurat makhloq allah tala nay bani hay or mayray piyarya pakistan ki zamen pay hazaron naamatein haien kay hum jantay bhi nahi haien or pher bhi na shokari kartay haien allah tala ki or es mulak ki allah tala hum pay raham karay.thanks for this post
mera jaan teri jal gaee hai na isi leye munafiq keh raha hai.... main to chal jaon ga janat me to jahanum me jana chahta hai lagta hai.... waisay bhe tera naam he tabla hai dunya me log bajatay hain aur at the end tabla aur tablay walon ne jana he dozakh me hai