Meri Jadojehad: MQM's Dr. Farooq Sattar

GeoG

Chief Minister (5k+ posts)
Beta ji ! I lived in Karachi for 14 years and have seen with my own eyes when one of the MQM badmash came to our town to collect Bhatta then we did very good take care of him. Meray samnay ziyada choon chaan karnay ki zaroorat nahin

They think people on this forum have come from Mars and no one knows what have they been upto in Karachi for last 20 odd years.
 
hammad78

MPA (400+ posts)
Mujhe koi zarurat nahi hai tumhare samne MQM ko ya Karachi ko justify karne ki. Jo samjhna hai samjho, laikin agar koi ghalat baat bolo gay to mein bhi use ghalat bolun ga aur bardasht seekho. Jaise maine pehle kaha tumhari raye tumhare pass, meri mere pass.

Hum log Tumhari tarah Target killers nahin ke bardasht karna seekhain. Karachi main khoon ki naddian tum bahao, Punjabi, pakhtoono ka qatal-aam tum log karo, Bhattay tum log lo, Empress Market main aag tum log lagao, Wali Khan babar ko tum log marwao Aur hamain kehtay ho ke hum bardashat karain, Tum logo ki bardashat kahan gaee
 
elipst

Minister (2k+ posts)

Mein afwahon par to yaqeen karta nahi hun na kay ab yaqeen kar lun ga. Waise empress market wali afwah nayi hai... Lgay raho Ummat walon!

Target killing aisi bala hai jis ne kisi qomiat ko nahi chora. Tamam qaumon walay maray jate hain. Khali MQM kay 50 se zaaid karkun maray gaye hain January se. Jin mein Sindhi, Balochi, Punjabi aur Urdu bolne walay shamil hain. Agar chaho to un kay naam yahan post kar sakta hun laikin faida kya, yaqeen to hoga nahi tumhe...
 
Tumhara kia khayal hai ke jab doosron ke maro gay to doosray tumhey haar pehnaian gay. Jais akaro gay waisa bharo gay, Doosron ko marna chor do to woh bhee tumhey nahin marain gay. Pehlay panga letay ho phir baad main rotay ho