LogicMonkey
Citizen
Rozana is forum pe koi 10 ya 15 columns lagtay hain aur in sab columns pe log aa ke wohi puraani baatein sunatay hain ke yeh salay saray lafafa journalist hain aur pat anai kya kya...
Ab yeh karna har banday ka haq hai.. Azad mulk ke azad shehri hain jo chahay kartay rahein.. per rozana unhi 'lafafa journalistoun' ko phir kyon discuss aur parha jata hai.. yanni itni hi maut hai sab ko un se.. aur woh itnay hi ghatia hain.. to is forum pe rozana har banda yeh rona le ke kyon baith jata hai.. kyon koi us ke aagay ki baat nai karta..
Aik tareeka se to yeh wohi baat hai na.. ke rozana aa ke bhand baazi karni hai.. wohi baatein aur wohi comments.. aur phir us sab ko hi bura keh ke aglay din bhi wohi karna hai..
Faida Kya?