SalmanShar
Banned
Kia Shia aur Sunni mein Ittihad mumkin hai ? agar hai to aap ki nazar main kia solution hai ?
Pehlay yeh tay kurlein keh shia sunny ki shadi ho sukti hay?
Agar to ho sukti hay, phir to ittihad ka koi natija bhi niklay ga
chahey 9 mahinay baad hi suhi
Yeh khali khuli ittihad ka muqsad?
Oh baba! chhorrein iss qissay ko
Ub yahan larrai kurwaein gay!
They are NOT two "sects".mera maqsad larai karwana nahin bulke dono sects ke darmian galat fehmian door karwana hai. Shayad is forum pay koi positive result nikal aay .
Agar Musalman aur Kafir ek saath aman ke saath reh sakte hain toh Shia aur Sunni kion nahi...In logo ko apne maqasid ke liyie ladaya jaata hai...Konse Quran mein ya Ahadees mein likha hai ke hamare Rasool SAW shia the ke Sunni...Woh sirf Musalman they aur isi tarah saare peghambar Alaihumassalam bhi musalman they....Pata nahi hum log apne aap ko sunni shia kion kehte hain.
Solution yeh hain ke dono taraf se uluma ko bhulaya jaye aur saath bhitaya jaaye aur un ko keh diya jaye ke Tafarruqe mein na pado aur jo common terms hain ,un per baat karo aur hate ko khatam kar ke ek ho jawo.Peace.
mera maqsad larai karwana nahin bulke dono sects ke darmian galat fehmian door karwana hai. Shayad is forum pay koi positive result nikal aay .
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|