muje tu rah rah ker prime minister gaillani k baitai ki 5 crore ki gaari, unnki begum ka 40 crore ka loan aur gaillani sahib k ghar mein khari 12 crore ki gaariyoun ka khyal aata hai jab b ye kaha jata hai kah patrol ki qeemat awam k wassih tar mufaad mein barha'e hein. Are we ****ing stupid or what?