Jo musalman dosray musalman per aslah uthai wo hum main say nahi (hadeeth)

onlykami

MPA (400+ posts)
صحیح بخاری
کتاب الفتن
حدیث نمبر : 7070
‏.‏
ہم سے عبداللہ بن یوسف نے بیان کیا ‘ انہیں امام مالک نے خبر دی ‘ انہیں نافع نے اور انہیں عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہما نے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس نے ہم مسلمانوں پر ہتھیار اٹھایا وہ ہم سے نہیں ہے۔

حدیث نمبر : 7071

ہم سے محمد بن العلاء نے بیان کیا ‘ کہا ہم سے ابواسامہ نے بیان کیا ‘ ان سے برید نے ‘ ان سے ابوبردہ نے اور ان سے ابوموسیٰ رضی اللہ عنہ نے کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس نے ہم مسلمانوں پر ہتھیار اٹھایا وہ ہم سے نہیں ہے۔


In ahadeeth ki roshni main army, TTP, MQM, ANP, PPP etc k baray main kya kahain gay ????????????? Its a big question


@faiza
@pakistani1947
@w-a-n-t-e-d-
 
Last edited by a moderator:

moazzamniaz

Chief Minister (5k+ posts)
Simple solution: Declare the opposite side "Kharjis", "Takfiri", "Munkir-e-Jihad and thus Murtid, kafir", "Friends of jews and christians" and start killing each other!!!!!!!!!!!!
 

jahanzaibi

Senator (1k+ posts)
Bahi hadith ko sahi tarhan samjhnay kay lia kafi mutalla karna parta hay. sirif wazah alfaz say aap ya nateeja nahi nikal saktay..
for example jang-e-jamal donno taraf muslim thay.. aur jaisay quran may hay kay agar do momin apas may lareen to unkay darmian sullah karaoo
is ayat may donno ko momin kaha hay.. kisi ko kaffir nahi kaha..

baki hadith may say hum ya mafhoon lay saktay hain kay agar koi muslim fasad kay lia ya karay ya.. zulum karay ya na-haq logon ko maray...
baki Allah behtar jannay wallay hain.

صحیح بخاری
کتاب الفتن
حدیث نمبر : 7070
‏.‏
ہم سے عبداللہ بن یوسف نے بیان کیا ‘ انہیں امام مالک نے خبر دی ‘ انہیں نافع نے اور انہیں عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہما نے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس نے ہم مسلمانوں پر ہتھیار اٹھایا وہ ہم سے نہیں ہے۔

حدیث نمبر : 7071

ہم سے محمد بن العلاء نے بیان کیا ‘ کہا ہم سے ابواسامہ نے بیان کیا ‘ ان سے برید نے ‘ ان سے ابوبردہ نے اور ان سے ابوموسیٰ رضی اللہ عنہ نے کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس نے ہم مسلمانوں پر ہتھیار اٹھایا وہ ہم سے نہیں ہے۔


In ahadeeth ki roshni main army, TTP, MQM, ANP, PPP etc k baray main kya kahain gay ????????????? Its a big question


@faiza
@pakistani1947
@w-a-n-t-e-d-
 

WatanDost

Chief Minister (5k+ posts)
Bahi hadith ko sahi tarhan samjhnay kay lia kafi mutalla karna parta hay. sirif wazah alfaz say aap ya nateeja nahi nikal saktay..
for example jang-e-jamal donno taraf muslim thay.. aur jaisay quran may hay kay agar do momin apas may lareen to unkay darmian sullah karaoo
is ayat may donno ko momin kaha hay.. kisi ko kaffir nahi kaha..

baki hadith may say hum ya mafhoon lay saktay hain kay agar koi muslim fasad kay lia ya karay ya.. zulum karay ya na-haq logon ko maray...
baki Allah behtar jannay wallay hain.

Janab Quran aur Ahadith ko SMAJHNEY
kai liye kissi PHD ki zaroorat nhi hai

MUTASHABAIHAAT mai behes karney ki zaroorat nahi
Aur WAZEY AHKAAM mai tow AGAR MAGAR ki gujaish hi nahi.

Aur JANG E JAMAL mai Doonon FAREEQ haq per thai
Aik mukamal aur aik AADHA

Doonon nai IJTEHAD kai zaraey apni RAEY QAYEM ki
AIK KO MUKAMAL SAWAB MILA
DOOSREY KO AADHA SAWAB

jAISA KAI HADEES MAI AYA HAI
AND AALAH SWT KNOWS BETTER
 

WatanDost

Chief Minister (5k+ posts)
APP ES HADEES KA MUTALIYA KARAIN MAFOOM
ROZ E ROHSHAN KI TARAH AYAN HO JAYE GA


Sahee Bukhari/JILD 3/Hadees 1950
[HI]Hazrat ABU HURAIRA Razee Allah ho TAALLAH NABI pbuhsai riwayat kartey hain
APPpbuh nai irshad farmaya,

"Tum mai sai koi shakhs apney bahi per HATHYAR sai ISHARA na karey es liye kai
woh nahi janta kai SHAYAD SHAITAAN
us kai HAATH sai woh HATHYAR CHALA DAI
aur ES KI WAJAH SAI JAHANNUM KAI GHARHEY MAI JA GIREY."




[/HI]