nahi mere chand
benazer corrupt nahi thi , khandani rahees thi :)
benazer jab Pakistan aai to us ka hashar aap ne dekh liya , yeh hai kismat har us politician ki jo as a leader is mulk ki foreign policy change karne ki tamanna dil main rakhta hoga
Benazeer zinda rehti to wohi Prime minister banti , aur agar woh Prime minister ban jati to is Khabees Musharraf ka daala hua sara gaaand saaf kar deti , Lihaza ussay rastay se hata diya gaya aur zardari ko laya gaya , Jo benazeer ke saath hua 2007 main , wohi kuch Imran khan k saath hua 2013 main , aur yeh sab karne wale wohi hain jo aaj Musharraf ki hifazat kar rahe hain , jin ke wajjah se musharraf apne sab Cases main aik aik kar ke maaf hota gaya
Benazeer aur us ka baap to woh keemti Pakistani thay jo hum se cheen liye wardi wale badmaashon ne , yeh aap ka zardari 5 saal inhi badmashon ke sar par raaj karta raha , aur ab nawaz ko bhi yehi le kar aai hain