ISLAM VS DemocraXy

Cesar

Senator (1k+ posts)
Salam dosto..

muje na jamhooriat se nafrat hi na hi khailfat lagny ke liye marta hon..

Ye donon Nizam achay ... even khilafat zyda acha hay..
bass farak itna hay .. khilafat main mulk ke bahry log.. ba-waqar log .. zaheen log sab mil ker apny liye ik khalifa choose kerty hain.

zahir hai jab ayse log apna khilfa chunain gy tu best ho ga.

but Demoraxy mian .. achay buray.. educated and Jahil. naik aur batkar. halali aur ******.
ba-qrdar aur **** .. anday aur ankh waly.. normal and *****. sab ko vote ka hak hay..

ab ap Pakistan ko dek lo.. kis kisam ke logon ki % zyda ay..

no doubt about it ... Negative mind waly zyda hain..

Humara deen kehta hay ke .. insan ik barber hay,, but Tahleem etc ke lihaz se farak hay.

matalb .. pesay se rutba nian but akal waly ko rutba do...

Pehly muhashra banow.. phir demorazy lao
 
Rooh-e-Safar

Senator (1k+ posts)
Mere bhai, pehle tu yeh cheez clear ker lein k Khilafat mein nationalism ka koi tasawr nhi.. Dunya k kisi kone, kisi rang, kisi nask ka musalman ho sub braber hein aur leadership ka faisla sirf aur sirf Merit pr hota hey. Pakistan k rehne walon ko pakistani lead kre, aisa koi zarori nhi.
 
AbuDujana

Banned
Khilafat islami hay aur Democracy shirk hay ! Simple

Khilafat main Allah SWT ka bataya hua Qanoon nafiz hota hay, Jabkah Democracy main jo MAJORITY insan kahay woh Qanoon bana diya jata hay.

Misal k toor pay Pakistan main Sharab ki amdan say tax aur Banks ka sodi nizam HALAL kia hua hay.
 
Sniper

Chief Minister (5k+ posts)
Khilafat aa gai tou No-awaz or Zordari jaise apne ghar main hi hakoomat karain gaye.
 
Cesar

Senator (1k+ posts)
Mere bhai, pehle tu yeh cheez clear ker lein k Khilafat mein nationalism ka koi tasawr nhi.. Dunya k kisi kone, kisi rang, kisi nask ka musalman ho sub braber hein aur leadership ka faisla sirf aur sirf Merit pr hota hey. Pakistan k rehne walon ko pakistani lead kre, aisa koi zarori nhi.

Nationalism Islam main jaiz hay..
but Nationalism ki wajha se koi islami qanoon ya akeeday ko change na kia jaye..

Humary nabbi ny b apny kabeely aur apni matti se mohabbat aur wafa ka dars diya hay.

so iss lehaz hay ik khaas kabeely ya nation ko apna leader rakhny ka hak hay..

but in sab se ooper ik khalifa system ho... same as UNO ....

ajeeb baat hay.. jo deen nay hum ko seekhya hum nain ker rehy aur dosron ny UNO bana li..

humari b ik Muslim organization ho.. jis main international matter solve kiye jian...

like taliban should be killed or not ... once decided so it will be applied in all muslim countries ...
 
Cesar

Senator (1k+ posts)
Khilafat islami hay aur Democracy shirk hay ! Simple

Khilafat main Allah SWT ka bataya hua Qanoon nafiz hota hay, Jabkah Democracy main jo MAJORITY insan kahay woh Qanoon bana diya jata hay.

Misal k toor pay Pakistan main Sharab ki amdan say tax aur Banks ka sodi nizam HALAL kia hua hay.

demoCRAXY shirk nain hay bahi.. but jis tahra se Pakistan main chal rehi hay . its very bad..
 
Khair Andesh

Chief Minister (5k+ posts)
جمہوریت کبھی نظام ہوتا ہو گا۔ اب فقط ایک استعماری ہتھیار ہے۔
جب کسی ملک پر استعمار نے اپنے غلام بٹھانے ہوتے ہیں، تو وہاں جمہوریت "نافذ "کر دی جاتی ہے۔ اس یہ اس نظام کا "حسن" ہے، کہ صرف کرپٹ ترین ٹولہ ہی اقتدار تک پہنچ سکتا ہے(الا ما شاء اللہ)۔ اور یہی استعمار کی خواہش ہے کہ ایماندار آدمی ان کے قابو میں نہیں آ سکتا۔
 
aur ye log jin mumalik main kamiyab jamhooriyat ki misal dety hain..

ik tu whan bohat educated log hian.
aur wahan zyda control establishment ke pass hay...

as you can see.. log bush se nafrat krty thy .. but Obama ny bush ki ik b policy change nian ki.
jamhooriyat ik dekhawa hay... aur kuch nian....

kaam sara think tanks kerty hain ..
 
MAli313

Politcal Worker (100+ posts)
Democracy is working where people have equal education rights and they are free from all sort of influences like family, peers etc.
Third world country like us are struggling with democracy because the we have polarization at different level
 
well said ..

asi liye kaha hay .. Pehly muhashra banow.. phir demorazy lao