Is this wise decision of PTI leadership?

values

Chief Minister (5k+ posts)
He should have a strong security until bring a peace.And we appreciate simple life style for every MPA and Minister.
 

insaf4life

MPA (400+ posts)
lmao @ attitude of so called pti supporters and pmln supporters .....jab yeh banda general Secretary bana tab kisi ny kuch nheen kaha jab yeh banda party chor kar pti mein aya tab kisi ny kuch nheen kaha abb jab isay kpk ka cm banaya ja raha hai sab keery nikal rahay hain hadh hoti hai khawaja muhammad khan hoti pti mein aye tab corrupt pmln mein jaye shareef tareen laghari pti mein rhain to feudal n pmln mein jayeen to meek pmln jeet k liye electable lein woh unka haq hai n yeh achi siasat hai woh tabdeeli ki awaz lagain to unki baat mein wazan hai pti electable ly to tabdeeli ki awaz ko nuqsan kia yeh sab humain bewaqoof samjhtay hain ek taraf pti waloon ko mummy daddy kahtay hain wohee pti jab inqalabi ban jayen tab yeh kia kardia pti ko aisa naheen karna chahiye mandate manain ek doosry ka main to kahta ho pti ko kahna chahiye tha kpk mein bhe dobara elections karwaoo n hakoomat banany ki baat na ki jati asad umar ny nahayat fazool statement di mujhay uss banday se yeh expectation nheen thi pti k apnay logon ny pti ko nuqsan pohanchaya hai electable k ilawa pti ki taraf se kaun jeeta hai????chahay dhandli huwi hai magar jeeta kaun???wohe electable magar inhain electable ko pti walay sab se zyada galian detay hain yahee log pti ka sarmaya hai warna ajj bhe pti ek tanga party hoti pakistan mein politics electable and party k vote bank pe ki jati hai in so called pti supporters ny pti ka sab se zyada nuqsan kia hai rahe sahe kasar haroon rasheed and hassan nisar ny poori kardi yeh log rahtay pakistan mein hain batain uk and america k electoral system ki kartay hain ab dhandli huwi hai to bolo na ab column likha jata hai k hamid khan gareeb areas mein nheen gaya n khawaja saad ki maa behan ko harass na kia jaye ek taraf ik pe pressure dala gaya k party mein elections karwaoo jab kr liye tab kaha kitnay galat time elections krwaye nheen karny chahiye thay ik ko kuch karny ki zaroorat nheen thi pakistan jaisy mulk mein jus electable leta america k against koi statement na deta tab sab theek hota ......magar hum bewaqoof nahen hain humain pata hai whats right n what is rong hum hamesha sach k sath hain humain IK ny woh awareness di hai jo pahlay naheen thi ik agar kuch galat karay ga hum uskay against bolain gey main ajj bhe kahta hoon ik ko bahir nikalna hoga warna phir 5 saal awam roye gi n sara nazla ik pe giray ga
 

v r imran k

Chief Minister (5k+ posts)
yar he is noor looks like suitable pti candidate .......but he have experience that why he chose ....but i think shoukat yousafzai is most suitable candidate for cheif ministership
 

Husaink

Prime Minister (20k+ posts)
094a%20PAKISTAN%201992.jpg
پاکستان کا ایک یادگاری ڈاک ٹکٹ
 

Back
Top