w-a-n-t-e-d-
Minister (2k+ posts)
yeh tu ilzam hai imran khan or talban dno pay he....
Imran khan ki tehreek baghir music k nahi chalti tu talban ki imran khan k sath kaysay banaygi???
imran khan jis dard ka izhaar karta hai wo amrica say laraee main jo amm musalman qatal horahay hain unki baat karta hai...
wo tu yeh kehta hai k amrica ki jang say bahir aoo oski choki dari nahi karoo...
imran khan k es bay bak andaz pay pakistan k ulema esko salam paesh kartay hain.....
imran khan say dosri siasi partyz etna khoof zada kiuon hai yeh baat sumhaj say bala tar hai ??