w-a-n-t-e-d-
Minister (2k+ posts)
yeh ek ikhtilafi masla hai ... es main koe zid bazi nahi kabhi ishtimaee dua karli jay kabhi chorh di jay ... jhat say biddat
keh dayna theek nahi jo biddat keh rahay hain un k yahan bhi kabhi farz namaz k bad ishtimaee dua karwae jati hai....
agar forum pay koe achi sharings karni hai tu serf
wo material share keyh jayin jin main ikhtilaaf na ho ..
namaz roza haj zakat jihad in k fazail beyan keyh jayin masail ko chorh dea jay yeh siasi forum hai
or yahan ki aksariyat in masail say agah nahi kise ko kise kisam ki biddat say bachany k bajay hum osko
mazeed gumrahi main mubtila kar saktay hain ....
serf fazail beyan karo farz or sunnat k masail ko chorh do masail log apny ulema say sekhayin
serf deen ki talb paeda karo ....