Iranian Foreign Minister Javad Zarif arrives in Pakistan

muhammadadeel

Chief Minister (5k+ posts)
Iran & Saudis fight is basically a fight between two lunatics without any doubt.
Hope we can do reconciliation.
But both countries don’t value Pakistan. Asal mein hum Gharib hain Na?
Last time Zia went Iran , for seize fire Iraq n Iran . Iran misbehaved with him. And Iraq always stood against us .

ایران جب چاہتا ہے مسلمانوں کے ساتھ جنگیں شروع کر دیتا ہے۔ اب امریکہ حضور آئیں ہیں تو فوراََ سیدھا ہو گیا ہے۔

لیکن ہمیں پھر بھی ان کی اس وقت مدد کرنی چاہیے ورنہ یہ جنگ پاکستان کے اندر بھی آ سکتی ہے۔
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)


اسرائیل کو اس بات کی پرواہ نہیں کیونکہ وہ ایک نئوکلیر ملک ہے اور وقت فووقتاََ وہ تمام عربوں سے جنگیں کر چکا ہے۔

ایران کا اسرائیل کو نقصان پہنچانا جگرائفائی طور پر ممکن نہیں۔ صرف مزائل جو ان کا امریکن ٹھاڈ دفینس سسٹم باآسانی روک سکتا ہے۔

duniya ka koi mulk bhi apne bade nuclear weapon istemaal nahin ker sakta is liye keh isse duniya bhar main tabahi ka shadeed andesha hai. chhote tactical weapon istemaal kiye jaa sakte hen magar woh bhi us waqt jab kisi mulk ko apni baqaa ka shadeed khatra ho.

aam weapon se ye ummat tabah hone waali nahin hai. lihaaza agar badi jang hui to nuqsaan her taraf ke logoon ko ho ga sirf musalmaanoo ko hi nahin. behtar yahee hai america jang chherne ki ghalati na kare warna is ki rahee sahi izzat bhi jaane ka khatra hai agar musalmaanoo ne jang main bharpoor hissa le liya.
 

muhammadadeel

Chief Minister (5k+ posts)
duniya ka koi mulk bhi apne bade nuclear weapon istemaal nahin ker sakta is liye keh isse duniya bhar main tabahi ka shadeed andesha hai. chhote tactical weapon istemaal kiye jaa sakte hen magar woh bhi us waqt jab kisi mulk ko apni baqaa ka shadeed khatra ho.

aam weapon se ye ummat tabah hone waali nahin hai. lihaaza agar badi jang hui to nuqsaan her taraf ke logoon ko ho ga sirf musalmaanoo ko hi nahin. behtar yahee america jang chherne ki ghalati na kare warna is ki rahee sahi izzat bhi jaane ka khatra hai agar musalmaanoo ne jang main bharpoor hissa le liya.

زیادہ تر عرب ایرانیوں کی عزت نہیں کرتے کیونکہ وہ سمجھتے ہیں ایران یہودی سازش کے مذہب پر یقین رکھتا ہے۔

اس لیے ایران کی مدد کے لیے کوئی عرب نہیں آئے گا۔
 

aneeskhan

Prime Minister (20k+ posts)
The day we will understand we all Shia Sunni Punjabi Pathan Sindhi Mohajir Kashmiri Baloch Gilgiti are all one all problems will solve.
Pakistan loses means we are all loosing.
Few Shias believe Iran is good for them believe me they misbehave with Pakistani Shias who visit for Ziarat, Similarly Saudis misbehaviour with Pakistanis not a hidden truth .b
 

aneeskhan

Prime Minister (20k+ posts)

ایران جب چاہتا ہے مسلمانوں کے ساتھ جنگیں شروع کر دیتا ہے۔ اب امریکہ حضور آئیں ہیں تو فوراََ سیدھا ہو گیا ہے۔

لیکن ہمیں پھر بھی ان کی اس وقت مدد کرنی چاہیے ورنہ یہ جنگ پاکستان کے اندر بھی آ سکتی ہے۔
Americans are not for war for Bhatta from Gulf.
 

Diesel

Chief Minister (5k+ posts)

ایران جب چاہتا ہے مسلمانوں کے ساتھ جنگیں شروع کر دیتا ہے۔ اب امریکہ حضور آئیں ہیں تو فوراََ سیدھا ہو گیا ہے۔

لیکن ہمیں پھر بھی ان کی اس وقت مدد کرنی چاہیے ورنہ یہ جنگ پاکستان کے اندر بھی آ سکتی ہے۔
hamain muslim umma main unity qaim karni chaiye. in our beloved prophet saw time there was no shia sunni..
 

muhammadadeel

Chief Minister (5k+ posts)
Americans are not for war for Bhatta from Gulf.

بلکل، بےشک ایران پچھلے ۵۰۰ سال تک مسلمانوں میں فساد اور جنگ کرتا آیا ہے۔ ہم لوگ اب اس کے بارے میں کیا کر سکتے ہیں۔
 

muhammadadeel

Chief Minister (5k+ posts)
in our beloved prophet saw time there was no shia sunni..

اس لیے یہ شیعہ مذہب یہودیت کی ایک سازش ہے۔ علی نے بھی اس کے بانی یہودی کو پھانسی دی تھی۔

لیکن ۱۵ ویں صدی میں عیسائیوں نے زبردستی ایران کو شیعہ بنا دیا۔




 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

زیادہ تر عرب ایرانیوں کی عزت نہیں کرتے کیونکہ وہ سمجھتے ہیں ایران یہودی سازش کے مذہب پر یقین رکھتا ہے۔

اس لیے ایران کی مدد کے لیے کوئی عرب نہیں آئے گا۔

agar madad na bhi karen kam se kam apni sarzameen to kisi dushmane islam ko istemaal na karne den.
 
Last edited:

muhammadadeel

Chief Minister (5k+ posts)
aur madad na bhi karen kam se kam apni sarzameen to kisi dushmane islam ko istemaal na karne den.

بدقسمتی سے ۵۰۰ سال سے ایران اسلام کا سب سے بڑا دشمن رہاہے


انہوں نے ترکی خلافت کے ساتھ جنگ کر کر کے اُسے ختم کیا

کیونکہ ان کے ہاں خلافت پر ایمان نہیں اس لیے ان کو مسلمانوں کے قتل کی پرواہ نہیں


 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
بدقسمتی سے ۵۰۰ سال سے ایران اسلام کا سب سے بڑا دشمن رہاہے


انہوں نے ترکی خلافت کے ساتھ جنگ کر کر کے اُسے ختم کیا

کیونکہ ان کے ہاں خلافت پر ایمان نہیں اس لیے ان کو مسلمانوں کے قتل کی پرواہ نہیں



islam dushmani main taqreeban sab hi musalmaan shamil rahe hen apni jahaalat ki wajah se.

kia aap ki nazar main sunni islam asal islam hai? aisa bhi nahin hai. behar haal islam ki asal kitaab abhi bhi apni asal haalat main mojood hai lihaaza asal deene islam ko jaanana aaj bhi musalmaanoo ke liye mumkin hai agar woh us ko jaanana chahen albatta is ke liye logoon ko bahot hi ziyaada ilm haasil karne ki zaroorat hai taa keh woh quraan ko us ilm ki roshni main theek tarah se samjh saken.

khair ye aik alag behs hai aur mojooda halaat aik alag shai hen. ummat to banaane se hi bane gi khud bakhud to banane se rahee. agar log ummat banana chahte hen to un ko shia sunni islam se baala satah per sochna ho ga.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
لیکن کوئی مسلمان ملک ۵۰۰ سال سے مسلمانوں سے لگاتار جنگیں نہیں کر رہا

musalmaanoo ki aapsi jangen dore khilaafat ke baad se shuroo hen jab se musalmaanoo main malukiyat wajood main ayee hai. ye musalmaanoo ki asal tareekh hai. baqi sab issi ke ande bache hen jaise nazaame sarmayadari aur mullaiyat waghera. in ke baad to sab jangen zaati mufadaat ki jangen thin aur hen balkeh rahen gi agar musalmaan zaati mufaad parasti ke shaitaan ko qaaboo na ker sake. yahee wajah hai musalmaanu ko asal deene islam ko theek tarah se jaanane ki fiker kerni chahiye taa keh woh her tarah ke shaitaanoo ka muqaabla ker saken saheeh maanu main aik ummat ban ker.
 

muhammadadeel

Chief Minister (5k+ posts)
musalmaanoo ki aapsi jangen dore khilaafat ke baad se shuroo hen jab se musalmaanoo main malukiyat wajood main ayee hai.


خلافت عثمانیہ کو خاتمہ ایران کی جنگوں سے ہوا جب وہ بہت کمزور ہو گئی۔

اور ان آپسی جنگوں کا درست آغاز ایران کے شیعہ بننے کے بعد ہوا۔



 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

خلافت عثمانیہ کو خاتمہ ایران کی جنگوں سے ہوا جب وہ بہت کمزور ہو گئی۔

اور ان آپسی جنگوں کا درست آغاز ایران کے شیعہ بننے کے بعد ہوا۔




azeezam muhammadadeel sb, I am not talking about turkish empire. I am talking about the kingdom of God that was established by final messenger of Allah. After the passing away of the messenger of Allah his followers generation after generation failed to maintain it so it collapsed.

Since then muslims became totally confused about the actual message in the quran about deen of islam. Since then divisions and fighting between muslims never stopped and it will never stop unless muslims come back to the quran and rediscover its proper understanding and abide by it faithfully. There is no other way muslim could ever become one again otherwise.

regards and all the best.
 

Back
Top