Hot seat - 26th December 2011 -Afaaq Ahmed

Hatham

Banned
what a great 1st question, aap mulk dost nahi to mulk dusman zaroor hain,
woh kaisay??? agar yahan aap ka bal bhi tout gaya to ilzam MQM per ayey gi
iss bihari ka matlab hai k altaf aur MQM per tankeed karna ya ilzam laga na bhi mulk dushmani hai, what a fatwa iss nay to fatwoon main musharaf ko bhi pechay chor dia
(clap)(clap)(clap)
 

adnan_younus

Chief Minister (5k+ posts)
thid anchor is really annoying.. he is humiliating afaq... afaq did well to keep his cooool..

PS: im staunch opponent of MQM haqiqi
 

bons

Minister (2k+ posts)
Is ne to MQMers ka 15000 fake shuhudaa ka pol bhi khol diya hay aur 92 ke operation ka bhi jo Altaf ne khud shuroo karwaya tha. Laikin kisi MQMer (including their historian mehwish_ali) main itni himmat nahi keh apni yah kalloo ki safai pesh karay.
 

wak125

Councller (250+ posts)
Afaaq Ahmed appears as a good sensible and cool headed leader through this interview.

All of us to support him for his courageous leader against MQM mafia
ا
 

A.G.Uddin

Minister (2k+ posts)
Afaq Ahmed did talk in a more tolerant and educated way. Lekin yeh bhi hosakta hai key yeh usne majboori mein kiya ho,since he's not in the ruling coalition warna iske baray mein bhi suna tha key yeh maar peet karta hai journalists ke saath.MQM waloun ne ek zamane mein media ke saath kya kya kiya tha,akhbar ki copies waghera jaladalein thein,us waqt bhi Afaq Ahmed sahab MQM ke worker thay Altaf ke under. Aakhri clip mein anchor ne yeh baat bhi sahi ki thi key yeh kaise mumkin hai key Altaf Hussain ne agencies wagehra se contact rakha,paise liye aur Afaq Ahmed ne kuch bhi nahi hasil kiya is douran. Afaq tau close aide tha Altaf ka us zamane mein. Issiliye Afaq Ahmed ko bhi koi Sufi buzurg nahi samajhna chahiye. Aisa nahi hai key Altaf Hussain aur Afaq Ahmed mein se aik Shakti Kapoor aur dosra Shahid Kapoor hai.....Aur yeh Muhajir cause kya hai? Mere khayal mein Afaq Ahmed ko retire hojana chahiye aur public ke saamne 1980s ki poori history sunadeni chahiye key kaise APMSO aur baad mein MQM bunee jismein yeh aur Altaf waghera saath thay.Aur kin logoun ne 1980s mein ethnic tensions aur differences create kein ya bhadkayein. Aisa karke woh apna inteqam bhi layleinge aur public ki bhalaee bhi hojayegi.
 

Back
Top